Phir wapas 2 sajda kare,
aur phir wapas 'attahiyaat' 'daurd
e ibrahim' aur dua padh kar dono
taraf salam fer den. Is tarike ko
'Sajda E Sahu' kahte hain.
Isse hamari namaz mein hui galti sahi ho jaegi.(part 2)
Agar Namaz Mein Kuch Galti Ho Jaae To
===
(Padhne mein 4-5 minute lagege
lekin hamari namaz sahi ho jaegi, in sha Allah)
Agar hum hamara pura dhyan namaz mein lagaenge to
in sha Allah koi galti nahi hoti.
Lekin phir bhi agar ho jaati hai to
namaz ko durust karne ke liye
'Sajda E Sahu' kar lena chahiye,
aesa kar lene se namaz sahi ho
jaati hai, agar nahi kiya to namaz
ko wapas padhna hoga.
'Sajda E Sahu' ka tarika ye hai ke jab namaz mein koi galti ho gai,
aur humko galti ka ehsas ho gaya
to namaz ko tode nahi balke
namaz padhte rahen, phir namaz
ki aakhri rakat par pahuch kar
'attahiyaat' padh rahe ho to
'attahiyaat' ke foran baad sidhe haath ki taraf ek salam 'Assalamu
alykum wa rahmatullah' kahte hue fer den. (1st part)
اے میرے اللہ ہم پر رحم فرماہ🌸✨
ہم تو تیرے پیارے نبی (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کی امت میں سے ہے
Ameen










ایک آواز "اللہ اکبر" اور لاکھوں سر سجدے میں جھک جاتے ہیں🌸✨
اسے کہتے ہیں "محبت"❤️💯😇👉
میری دُعا ہے اللّٰہ کرے! 🥀
آپ کی ہر اِن شَاءاللّٰہ "اَلحَمدُللّٰہ" میں بدل جاۓ❣🥀😇
فَبِأَيِّ آلَاء رَبِّكُمَا تُكَذِّبَانِ
اور تم اپنے رب کی کون کون سی نعمتوں کو جھٹلاؤ گے❤✌




submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain