Allah bohat yaad ata hai jb khuwaishyat adhuri hun to
Koi btaye usy k ma b Dil rakhti hun mujhe b dard hota hai😣😣😣
Mujhe online dekh Kar un ka offline ho Jana sadky jaun itni dijital nafrat😉😉😉
Maana k lafzon k Badishah ho Tum🙂
Sahib❤️
Hum b Khamoshion pe Raaj karty hain😔
Alone💔Nayyab
Teri ulfat ki qasam ager tujhe Dena hota dhokha💔
Sahib❤️
Yunh Teri yaad ma har raat hum Roya na karty💔💔💔
Alone Nayyab💔
Bohat takleef sahi hai Teri yaad ma ab ijazaat hai tumhein.
Sahib❤️
Yaad Karo to marzi tumhari or ager bhool jao to qismat humari.
Nayyab Jutt❤️
Tumhari baatein lambi Hain daleelain Hain bahany Hain
Sahib humari baat sirf itni hai hamari zindgi sirf tum ho🌹🌹🌹
Be rukhi-e-yaar pe shikwa na Kar Sahib❤️
Tareekh gawah hai husan walon pe gharur hi sajta hai...!!
Only for U
Maktby ishq ka dastoor nirala dekha...!!
Us ko chuti na mili jis NY sabaq yaad kiya...!!
Mere sapnoo ko sada yunhi mehkata rakhna😘
Main ny thama hai tera hath Bary maan k sath🤝
Only for U
Yeh or baat hai k bazi us k hath rhi...!!
Warna
Fark to ly Dy k ik chal ka hi to tha.......!!!
Nayyab❤️
Hawa k dosh ma urny ka honar janta hai💔
Wo baat Kar k mukarny ka honar b janta hai💔
Meri ankhon ko dekh Kar ik shaqs bola k
Teri ankhen btati Hain kabhi tujhe b hansany ka shoq Howa karta tha
Hum apni is Ada per thori gharoor karty hain
K nafrat ho ya muhabbat bar Pur Kary Hain❤️❤️❤️❤️❤️
Dekhi hai berukhi ki ajj hum ny inteha
Sahib
Hum per nazar pari to wo mehfil se the gaye
Hum se ager tum bicharo to sun lo💔💔💔
Hum jesa sa mily to Phir na gawana😭😭😭
Kantaye to any hi thy humary muqader ma💔💔
Sahib
Hum NY yaar Jo Qulab jesa choona tha🌹🌹🌹
In k naram hathon se har cheez phisal jati hai aksar
Meri zindgi lgi hai in k hath ab khuda khair kary🤲🏻🤲🏻🤲🏻
Nayyab Jutt❤️
Ik duniya humhy kharab mili
Ik duniya ko hum kharab mily
Royal Jutt❤️
Tanha hun
Mager
Ma khud ko
Tanha nahi kehti
Nayyab Jutt❤️
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain