Damadam.pk
Emaan22_me's posts | Damadam

Emaan22_me's posts:

Emaan22_me
 

Jahan ahmiyat na mily wahn ahmiyat dena bhe chord do..

Emaan22_me
 

Dil ki verani ak qalb jany dusra rab jany

Emaan22_me
 

Agar sakun chate ho to sajdon mai dhundo.

Emaan22_me
 

B@rish

Emaan22_me
 

Mohabbat to woh hai jis mai kisi ke milne ki umeed na ho magar intezar phr be ho.

Emaan22_me
 

Zndagi rahe to aye ge warna khuda hafiz

Emaan22_me
 

Khuda ke siwa koi kisi ka nai

Emaan22_me
 

Lahasil par rona or hasil ko rulana insani fitrat hai

Emaan22_me
 

Bharosa to apne saye ka bhe nai hota or hum logon pe kar bethe hain

Emaan22_me
 

Apne dard bta kar aziyat mai or izafa na karen

Emaan22_me
 

Hamesha alhamdolilah kahen or yad rakhen apki zndagi hazaron logon se behtar hai..

Emaan22_me
 

Gham insan ke apne hoty hain log ahsas to krskte mgar andaza nae lga sakte.

Emaan22_me
 

Masla zaher ka nae tha wo to mai pee gae. Taklif to tb hui logon ko jab mai jee gae.

Emaan22_me
 

Jo rab tak le jae wo thokar saza nahe hoti..

Emaan22_me
 

Allah apne bndon ko bardash sy zada taklif nai deta Allah hamesha sabar karne walon ke sath hai.beshak wo bndon par bohat reham karne wala hai..beshak..

Emaan22_me
 

Wafadar..reham dil.. Or mohabbat karne wale log hamesha pareshan rahe hain..hazat ali rehmatullah aleh..

Emaan22_me
 

Jab udasi muqaddar ban jae to samjhota kar lena chaiye

Emaan22_me
 

Tere ane ki khushi mai hum ne tere jane ka to socha he na tha.

Emaan22_me
 

Chand lmhon ki khushyan bhe insan ke ley aabe hayat ka kam karti hain

Emaan22_me
 

Aansun to suchi mohabbat mai nikalte hain .jhooti mohbbat to bs tamasha hai.