Damadam.pk
Faran.shaikh's posts | Damadam

Faran.shaikh's posts:

Faran.shaikh
 

Aaj kasam hai tujhe tere maikhane ki,
pila itni ki na rahe khabar zamaane ki,
na sukun na rahat maangi tujhse,
dard de itna ke fir hasrat na rahe dil lagaane ki

Faran.shaikh
 

Bhool jaane ka tujhe koi irada na tha,
tere siva kisi se kiya wada na tha.
Nikaal dete dil se shayad tere khayaal,
par is kambakht dil mein koi darwaza na tha.

Faran.shaikh
 

Apna bana kar bhula raha hai koi,
khwaab dikha kar rula raha hai koi,
mar jaayenge bin unke hum,
yeh jaante hue bhi door ja raha hai koi.

Faran.shaikh
 

Teri yaad aayi to baarish ko dekh kar dil pe zor na raha,
apni bebasi ko dekh kar roye iss qadar,
ke baarish bhi thum gayi meri ashqo ki baarish dekh kar

Faran.shaikh
 

Aaye the zindagi mein zindagi bankar,
fir chale gaye zindagi se ajnabi bankar,
humne socha humse majaak kar rahe hai par dobaara laut kar na aaye roshni bankar.

Faran.shaikh
 

Bewafa toh woh khud thi.
Ilzaam kisi aur ko deti hai.
Pehle mera naam tha uske hothon par.
Suna hai woh ab naam kisi aur ka leti hai.

Faran.shaikh
 

Ab na rula paaoge kabhi,
chalo zindagi ka ye haal kiye dete hai,
ek pathar pe likhte hai naam tera aur seene pe usse rakh lete hai

Faran.shaikh
 

Bahut chaha magar unhe bhula na sake,
khayaalo mein kisi aur ko la na sake,
unko dekh ke aansu to ponch liye par kisi aur ko dekh ke muskura na sake.

Faran.shaikh
 

Agar mohabbat nahi to rokte kyu ho,
tanhaai mein mere baare mein sochte kyun ho,
agar manzil judaai hai to jaane do,
mujhko laut ke kab aaoge puchte kyu ho.

Faran.shaikh
 

sad morning 😁😁😁😁😁😁😁

Faran.shaikh
 

goooood night all biwafa loge

Faran.shaikh
 

so sad mujh nh pata tha aj ya hoga

Faran.shaikh
 

.q1good morning and jummma mobark

Faran.shaikh
 

ya kon hi jo sb ki sath bizy hi

Faran.shaikh
 

koi to dikho ham

Faran.shaikh
 

kamal hi koi by karn wala bi nh ab

Faran.shaikh
 

by damdam ki loge

Faran.shaikh
 

ja biwaf ja ham payar nh karn

Faran.shaikh
 

2020 me sb ni asa kya khas kiya batao

Faran.shaikh
 

dost ka matlb kya hi batao