Damadam.pk
Faran.shaikh's posts | Damadam

Faran.shaikh's posts:

Faran.shaikh
 

sab kaha ho serf buri karn hi kya ab

Faran.shaikh
 

uffffff sb so gahe kya

Faran.shaikh
 

sardi me kya karn pasad hi sab ko bato

Faran.shaikh
 

.q1 good morning frnds aj se sardi shiro

Faran.shaikh
 

damdam ko kya howa hi bimar q hi

Faran.shaikh
 

hello sb kise ho or ek bat sb kaha ho

Faran.shaikh
 

pakstn darm kise kise pasad hi

Faran.shaikh
 

ek sawal sab se pakstan darmi kise kise pasad hi batao

Faran.shaikh
 

Bolti hai Dosti chuprehta hai pyar
Hasti hai dosti Rulata hai Pyar
Milti hai dosti bicharta hai pyar
Phir najane log kyon karte hain pyar..?

Faran.shaikh
 

Jab Bhi Unki Gali Se Guzarta Hoon,
Meri Ankhein Ek Dastak De Deti Hai,
Dukh Ye Nahi, Wo Darwaja Band Kar Dete Hai,
Khusi Ye Hai, Wo Mujhe Ab Bhi Pahchan Lete Hai.

Faran.shaikh
 

Jabse pyaar mein dhoka khaya hai,
Har husnwaale se dar lagta hai,
Andheron ki to aadat nahi thi hamein,
Ab yeh alam hai ke ujale se bhi dar lagta hai..

Faran.shaikh
 

Har jazbaat ko zubaan nahi milti,
har aarzu ko dua nahi milti,
haste raho to duniya rehti hai saath,
aasuo ko to aankho mein bhi panah nahi milti.

Faran.shaikh
 

Aye saathi itna imtihaan mat lo mere pyaar ka,
mein thak gaya hun raaton ko rota hu tumhe yaad kar ke aur subaha hote hi patthar ban jaata hu.

Faran.shaikh
 

Aaja kitni raatein tanha bita chuka hun,
shama ki jagah aankhe jala chuka hun,
tum aaoge ek din isi intezaar mein,
na jaane kitni hasratein mita chuka hun.

Faran.shaikh
 

Ab na rula paaoge kabhi,
chalo zindagi ka ye haal kiye dete hai,
ek pathar pe likhte hai naam tera aur seene pe usse rakh lete hai

Faran.shaikh
 

Jabse pyaar mein dhoka khaya hai,
Har husnwaale se dar lagta hai,
Andheron ki to aadat nahi thi hamein,
Ab yeh alam hai ke ujale se bhi dar lagta hai..

Faran.shaikh
 

Dosti Ki Wafadari Me Gum Ka Andhera Aata Kyu Hai,
Jise Humne Chaha Wo Hume Rulata Kyu Hai,
Agar Wo Mere Nasib Mei Nahi,
To Khuda Aise Logo Se Milata Kyu Hai..

Faran.shaikh
 

Hum agar aapse mil nahi paatay
Esha nahin kay aap humein yaad nahin aate
Mana ka jahaan kay sab rishtey nibahaye nahin jatey
Par jo bas jatay hai dil mein wo bhulaye nahin jatay..

Faran.shaikh
 

Apno ne apno ko auro ke liye rula diya,
kya hua agar aapne hume bhula diya,
akele to hum pehle bhi the,
bas aapne hume ye ehsaas dila diya.

Faran.shaikh
 

Aaj bhi usko dhundhne har raat nikalta hu,
uska aaj bhi wahi par intezaar karta hu,
pata hai wo nahi aayegi magar uske intezaar mein waqt se baat karta hu.