Karbobala Ata Hai Ab Sara Zamana❤️
Kaisay Bani Kis Nay Kiya Is Ko Mualla❤️
Kis Ki Hai Jageer Yahan Kon Hai Rehta❤️
Kon Hai Is Saltanat E Noor Ka Maula
❤️
Woh Hussain Ibne Ali Hai❤️
Woh Nawasa E Nabi Hai❤️
Karbala Jis Say Saji Hai❤️
Maula Maula❤️❤️
Jang Ki Khatir To Na Ghazi Gaya
Us Ka To Dill Mashk E Sakina Mein Tha
Pyas Py Sadaat Ki Qurban Hua
Warna Yeh No Lakh Ka Lashkar Tha Kya
Pani Jo Na Laa Saka
Dariya Py Hi So Gaya
Pyasi Sakina Ka Woh Gham Khuwar
Abbas E Alamdar Abbas E Alamda😭💔😖
Jab Hua Shabbir Sy Ghazi Juda
Khaima E Sadaat Mein Kohram Tha
Zainab O Kulsoon Ki Goonji Sada
Haye Ray Abbas Mera Na Raha
Hum Sab Py Fida Hua
Ghazi Ab Nahi Raha
Aal E Muhammad Ka Madadgaar
Abbas E Alamdar Abbas E Alamdar
Kis Shan Sy Maqtal Mein Qadam Rakhta Hai Shabbir
Kab Jan Ki Parwah Kiya Karta Hai Shabbir
Darta Hai Na Jhukta Na Ghabrata Hai Shabbir
Lakhon Bhi Mukhalif Hon To Sach Kehta Hai Shabbir
Hosla Hosla Shah E Deen Ka Hosla
Sun Sada Sun Sada Do Jahan Ki Hai Sada
Goonj Raha Hai Bas Aik Naam
Hazrat Imam Hussain Alaihe Salam
Badly Jo Mosam Badly Zamana
Gar Hai Ghamon Sy Khud Ko Bachana
Farsh E Aza Sy Door Na Jana
Tooty Dilon Ka Hai Hussain Sahara
بھول جائیں گے ہر غم، غم تیرا نہ بھولیں گے کربلا نہ بھولیں گے با خدا نہ بھولیں گے
احساس کربلا تجھے بھی ہو جاۓ گا ایک دن تنہا کسی اپنے کی میت اٹھا کر تو دیکھ
یزیدیت جو تیرے سامنے کبھی آۓ تم اپنا سر نہ جھکاؤ حسین وارث ہے
کیا سوال جو اللہ سے ، میں نے جنت کا صدا آئی کہ جاؤ ، حسین وارث ہیں
یہ وہ کریم ہیں ، خالی نہیں لوٹائیں گے اپنا دکھ تو سناؤ ، حسین وارث ہیں
🤲❤️
ساری دنیا نے اگر ٹھکرا دیا ہے تم کو در عباس پر آو ، حسین وارث ہیں
غموں سے نہ گبھراؤ ، حسین وارث ہیں علم عباس اٹھاؤ ، حسین وارث ہیں
جس کا مددگار اللہ کے سوا کوئی نہ ہو خبردار اِس پر ظلم نہ کرنا
اگر دنیا میں تمہیں کبھی شدت سے غم ملے تو گھبرانا مت
میرے غم کو یاد کر لینا تمہارے غموں کا وزن ہلکا ہو جائے گا.. Imam Husayn as
On the night of Ashura, he gathered his followers in his tent, put out the light and said:
“Beware that I give you permission to leave this place; there is no obligation on you anymore, and you can all leave.”
However, not even one of them left his side….
(al-Shaykh al-Mufid, al-Irshad, p. 250)
Kya Kahun Shair Mery Bey Rida Hum Ko Liye😭
Yeh Musalman Sary Shehr Dar Shehar Gaye😭
Khilqat E Koofa Kabhi Khilqat E Shaam Kabhi
Baarha Hum Py Hans💔i Tu Na Aya Ghazi😭😖💔
Dhop Mein Tu Tha Shajar Tujh Sy Abaad Tha Ghar😖
Hai Barehna Mera Sar Kya Nahi Tujh Ko Khabar😖
Ay Alamdar E Wafa Is Behan Ko Ba Khuda💔
Tujh Sy Dhaaras Thi Barhi Tu Na Aaya Ghazi😭🙌
By the morning of the eighth of Muharram, over a lakh and forty thousand armed men were assembled against Imam Husayn (a.s.) at Karbala. Whenever ibn Ziyad's forces arrived in Karbala, there was jubilation and beating drums and blowing of trumpets💔😭😖
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain