On the night of Ashura, he gathered his followers in his tent, put out the light and said: “Beware that I give you permission to leave this place; there is no obligation on you anymore, and you can all leave.” However, not even one of them left his side…. (al-Shaykh al-Mufid, al-Irshad, p. 250)
Kya Kahun Shair Mery Bey Rida Hum Ko Liye😭 Yeh Musalman Sary Shehr Dar Shehar Gaye😭 Khilqat E Koofa Kabhi Khilqat E Shaam Kabhi Baarha Hum Py Hans💔i Tu Na Aya Ghazi😭😖💔
Dhop Mein Tu Tha Shajar Tujh Sy Abaad Tha Ghar😖 Hai Barehna Mera Sar Kya Nahi Tujh Ko Khabar😖 Ay Alamdar E Wafa Is Behan Ko Ba Khuda💔 Tujh Sy Dhaaras Thi Barhi Tu Na Aaya Ghazi😭🙌
By the morning of the eighth of Muharram, over a lakh and forty thousand armed men were assembled against Imam Husayn (a.s.) at Karbala. Whenever ibn Ziyad's forces arrived in Karbala, there was jubilation and beating drums and blowing of trumpets💔😭😖
Aik Din Mein Barhy Lashkar Ka Bhi Gham Dekha Hai💔 Is Ny Abbas Ka, Akbar Ka Bhi Gham Dekha Hai💔 Dafan Kar K Ali Asghar Ko Abhi Aya Hai😖😭💔 Haye Mazloom Hussain,
Haye Tanhai Ka Aalam K Koi Paas Nahi😭 Haye Qasim Nahi, Akbar Nahi, Abbas Nahi😭 Ya Ali Aao Mera Laal Barha Tanha Hai😖 Haye Mazloom Hussain, Mera Mazloom Hussain💔😭