Assalamualaikum I come back dosto kidhr gyb hu sab
Wah koi b online nahi🥱🥱🥱🥱 🥱😰😓😰😓😰😓
Good night 🌃
Hi friends and followers kesy hu app sab log
Kon kon Jag Raha Hy????
Abb to aanso b nahi aaty aankhun main Teri kasam
M@@z
Ham ny khud ku Teri yad main itna tarpa k daikha Hy
Teri aankhu ki tashnagi bta rahi hy
M@@z
To ajj pir kisi ki yad main Roya buhat Hy
Tujh sy to tery hath ki bni chai achi Hy
Jana
Maza b deti Hy skoon b aur madhoshi b achi Hy
Maksad k rishty naty Hain iss dor e guzar main
M@@z
Kon jeeta Marta Hy yahan kisi k liye
Sab hi mahv Hain yahan apny apny jano manoo k sath
M@@z
Sochta hun jinka koi nahi hota wo yaha krty Kia Hain
Ajj kahny ku kuch nahi
M@@z
Sunny ku tyar bethy Hain
Mumkin ju kabi hota ham tujh ku bhula dety
M@@z
Phuloon sy khushboo b Hui Hy juda kabi
Milan mumkin nahi Hy pir b shiad
M@@z
Dil tery siwa kisi ku chahy mumkin nahi
Honto py muskrahat Dil main hazar Gam chupaye Hain
M@@z
Hye kitna mushkil Hy dilo k dard chupana
Uski izat k liye honto py chup sadh li ham ny
M@@z
Aur wo samjhty Hain byzuban Hain ham
Kitny waady kasmin khawahishat sab dhari ki dhari rah gia
M@@z
Wakt e rukhsat Meri aankhun main to daikha hota
Tankhwa le Kr Bhi khali hath rahy
Paisay ki bus aani jani dekhi
Ye fouj Bhi ajab cheez hai
Na bachon ka bachpan na BV ki jwani dekhi
3 mah duty dy kr aadhi rat ko jo ghar ponchy
Aaj tak na mohaly ki koi znani dekhi
Naye makan o saman ki khwahish hi rahi
Hum ny to apni her shay purani dekhi
Mehbooba to aik traf Begum ko Bhi soya hua paya
Aadhi raat ko ja k hum ny bus apny ghar ki verani dekhi
Umr sari Attaullah ko sunty guzar gai
Na Disco gany na larki Multani dekhi
Aik hi soot ko dho k pehna bar bar
Na naya coat na naee sherwani dekhi
Zindgi thahr c gia Hy tery jany k baad
Jana
To ny jis mor py hath chora tha ham wahi statcho bny Hain
Udas shamin by Kaif ratin Dil e muztrib
M@@z
Sabi kuch to Hy Meri Zindgi main tery siwa
Zindgi ka sitara mehv e gardish tha k aasman tot para
M@@z
Chaman main bahar aany sy pahly hi bag ujar gia
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain