Sanso ki Dori totny sy pahly loat aana
Jana
Ya na hu jab tum aao aur ham alvida b na kah pain
Dam torty ishk ku bacha lu aa Kar tum
Jana
Ham to na rahin gy ishk ki hi laj rakh lu
Lot aao hakikat main to kuch bat bany
Jana
Dard e Dil barha jata Hy Marg e natwan Hy akhir main
Roz iss phr mery Dil main alaoo sulagty Hain Teri yadoo k
Jana
Lot aao k abb tery bin kuch acha nahi lagta
Har sham Teri yadoo k chirag jalaty Hain ham aankhu main
M@@z
Sard hawain jazbat mand KR deti Hain
Sard rat ki tanhayo main buhat yad aati hu tum
Jana
Kabi tery sapnu sy Dil Abad tha hamara b
Yun to hazar batin kahny ku magar
M@@z
Meri shairi main hawaly tumhary Hain
Buhat c tabdelya Lai Hain khud main Yun to lekin
M@@z
Tujhy 100 bar yad KR k Sona abb b baki Hy
Bhouli c sorat liye kidhr phirty rahu gy dar ba dar
M@@z
Yahan log zubanin khanjar Dil pather k rakhty Hain
Kesy kesy rang o saz aaty Hain haseen logo ku
M@@z
Chot jab khud ku lagti Hy tab ahsas kisi ka hota Hy
Itni kamsin Umer main aaty Hain tujhy Kia Kia rang
M@@z
Itni mahsomiyat sy kon sikha gia ya hunar
Hye Ya nasheeli nigahin ya Dil fareeb adayin
M@@z
Kahan Sy sekha Hy masoom logo ku Ghail krna
Hye Kia btaun uski jheel jesi aankhun ka
M@@z
Main ny too un main machalya b chor k daikha tha
Uski nasheli aankhu main dooba ju tilismati ishk
M@@z
Pir na RHA kuch hosh seher huny Tak
Ajj sad nahi romantic poetry ka mode Hy
Aa jao sab poetry lovers
Nazro k tasadam sy shoro ju ya kahani Hui
M@@z
Kasor to akhyu ka tha pir bughatna Kun Dil ku para
Kash hamara ishk aankhun ki tarha hota
M@@z
Uthta b sath 👁️👁️ jhukta b sath 👀
Apny ishk ku tery rang main rang dia ham ny
M@@z
Teri chahat thi Anmol ju Tery jesa bna dia ham ku
Sabi shikway shikaytin tujh hi Sy Hain
Ay mery hamdam
Too ny ju nazrin chora Lin to aah o baka kesi aah wazari
Us k dar sy dhudkary giye to pir na mily gi manzil tum ku
Ay insan
Har Kadam soch k rakhna iss rah e ulfat main
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain