Dard jitna Shadeed hota hai
Ishq utna Mazeed hota hai
Agr nibhany ki okaat na ho na
To kisi k jazbaat k sath khailna bhi nai chahiye
Behisaab hasrtain na paliye
Jo hai usy sambhaliye
Ms. Rajpoot π
Jahan behs kaam na aaey
Wahan thapper maar daina chahiye πππ
Hun karo mery naaal behs πππππ
Zamana kesy kary ga humein nazar andaaz
Gali gali main humary dushman
Gali gali main humary yar
Hum kisi sy naraz nai hoty
Sahab
Bs khaas sy aam kar daity hain
Ziddi. π₯π₯π₯
Mein hun mushkil sawal k jesi
Mujhy her koi chor daita hai
ππππ
Jin jin ko meri post achi nai lagti
Haath khara karen
Aj mein wohi haath
Katoon gi
ππππ
Kash wo mujh sy puchy mein tery liye kya hun
Or mein us k galy lag k kahun
Tum chain ho βΊ
Iqrar hoβ€
Meri zindagi ho π€
Mera pyaar ho
ππ
Apny wo hoty hain
Jinhy dard ka ehsaas ho
Warna hal to rasty main chalny waly b puch liya karty hain
Ziddi bachi
Sanson ka toot jana to boht aam si bt hai
Jahan yaar tanha chor jaey
To mout usko kehty hain
πππ
Dil karta hai tumhy dua main mangoon
Phir sochti hun
Such main paly na par jaey
πππππ
Mery marny ki khabar km phailana
Mery chahny Waly boht hain
Biryani km par jaey gi
πππππ
Aik mohtram boly Batmeez ho
Meine kaha ap nihayat kehna bhool gaey
πΈπΈπΈπΈ
Aao dard bant'ty hain
Tum darwazy main ungli do
Phir mil k cheekhain Marty hain
πππππ
Us ny pucha tameez daar ho
Mein jawab diya haan
Us ny kaha saboot do
Meine chaper mar kar
Sorry bol diya
Hun aram aay
ππππ
Shikayaton ki bhi izzat hoti hai
Ye her kisi sy nai ki jati
ππππππ
Jab koi larka kisi larki ko
Shehzadiyon wali izzat daita hai
To pata chal jata hai
Uski tarbiyat
Kisi mallika ny ki hai
β€β€β€
Aj na Post karny ko dil nai kar raha
ππππππ
Aj ap Sheesha daikh k kam chala lain
ππππππ
Jinhy hum zehr lagty hain
Wo humain kha kar mar jaein
πππππ
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain