Meri zindagi ki bs aik he Khwahish hai
Wo meri sari baten manny ty mein odi ik ni
πππ
Mera suljha howa shehzada
Mein uski bigri howi Nawab zaadi
Rajpoot
Itnyyyy gum bhar gaey hain dil main
K ab dil bhi storage full ka option daita hai
πππππ
Khuda nawazay tujhy mujh sy behtar
Magar tu mery liye tarsy
Bigar jaon to apni bhi nai
To ap kesy samjhaty hain
Apki hun mein
Ms. Rajpoot π₯π₯π₯
Marny main koi behs mat karna
Mar jana acha hota hai
Tum mujhy Apna kehty ho
Kehny sy kya hota hai
Broken π π
Aa k guzar thora waqat mery sath
Jitni buri Tujhy lagti hun na
Utni buri nai hun mein
Ab nai raha intzaar kisi ka
Ab nai rahi Khwahish usy paany ki
Ab nai hai shok usy daikhny ka
Ab chor diya usy Humesha k liye
π₯π₯π₯π₯
Jab uska dil bhar geya
To usy apni izaat yaad aa gai
Rajpoot π₯π₯π₯
Muhabbat to boht sy mily gi Tumhein
Per yaad aaein gi sharartain meri πππ
Jin ko nai sunna hota
Un tak chekho pukar b nai pohnchti
Or jin ko sunna hota hai
Wo khamoshiyan bhi sun laity hain
Mintain puri hon ya nai
Per dard......... Nai badlty
ππππ
Is qadar laparwahi
Sahab
Aik din janazy sy bhi reh jao gy
π’π’π’π’π’
Do chehron ka Bojh na uthaya kijiye
Agr dil na mily to hath b na milaya kijiye
ππππ
Phir pareshan nai karti zindagi ki thokrein
Jinhy khuda ka name ly Kar
Sambhal jany ki adat ho jaey
Jumma Mubarak β€
Meri Fitrat Main nai
Un prindon k sath dosti rakhna
Jinhy her kisi k sath urny ka shok hai
Ms. Rajpoot πππ
Tery liye khuwab tha aya
Guzar gaya
Aa kar daikh meri zaat kesy bikhar gai
Missing someone special π’π’π’π’
Galat suna tha muhabbat Ankhon sy hoti hai
Dil to wo b ly jaty hain
Jo palkein utha kar bhi nai daikhty
Ms. Rajpoot π₯π₯
Phir na kiya koi sawal
Yaqeen janiye
Jawab he kuch mukhtasar mila
πππ
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain