Kitna acha lagta hai
Jab koi kehta hai
Preshan na ho
Mein hun na
Aahoooo kasmy
Bara changa lagda aay 😔😔😔
Mat karna Ishq boht jhamaily hain
Hansty sath hain
Per roty akely hain
😢😢😢😢
Ye muhabbat k hadsy
Aksar dil ko tor daity hain
Tum Manzil ki bt karty ho
Log to rasty Main chor daity hain
Ms. Rajpoot 🔥🔥🔥
Apni self respect sy payar hai mujhy
Isi liye mujhy kisi ki painting karna nai aata
Achi hun buri hun
Aisi he hun mein
Q k mujhy khud ko kisi k liye badlna nai aata
Mujhy bt ghuma phira k karna nai nai aata
Broken 💔
Agr kisi ka asli chehra daikhna hai to
Us sy pyaar kar k
Zara sa gussa kar k daikho
Asliyat khud samny aa jaey gi
😒😒😒
Bichar k tujh sy
Ab kisi or py marna hai
Ye tajurba bhi
Isi zindagi main karna hai
😜😜😜😜
Kisi shaayar ny kaha tha muhabbat mat karna
Lekin agr ho jaey to inkar mat karna
Agr muhabbat Nibha sako to karna
Warna kisi ki zindagi barbad mat karna
Broken 💔
Hum rakhty hain kuch munfarid asool wafa
Saans to chor Sakty hain
Magar
Thama howa hath nai
Mujhy khud ko acha sabit karny ki zarorat nai hai
Mein un k liye Anmol hun
Jo mujhy samjhaty hain
🔥🔥🔥
Koi chehrey ka deewana hai
Koi ikhlaq ka
Manzil sub ki matlab hai
Muhabbat kon karta hai
🔥🔥🔥🔥
Aik baat btao
Koi mar jaey to sabar aa jata hai
Agr koi bichar jaey to aabar q nai ata
🤔🤔🤔🤔
Safaid baal hijar e gum main howy hain
Warna 18 saal ka budha b daikha hai
😆😆😆
Singal logon ki life best hoti hai
Na babu na Shona
Na jadu na tona
Bs
Khana or sona
😂😂😂😂😂😂😂
Matlab ki Duniyaa thi
Isi liye chor diya sub sy milna
Warna ye choti si Umar
Tanhai k kabil to na thi
Ms. Rajpoot
Muhabbat main Shiddat nai mainy rakhti
Muhabbat main izzat mainy rakhti hai
Ms. Rajpoot 🔥🔥
Aj dil udaas hai
ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜
Sath baithny ki okaat na thi
Jisy hum ny sar py bitha k rakha tha
Broken 💔
Us ny waqat samajh k guzar liya
Or hum aj bhi unhy
Zindagi samajh k jee rahy hain
Ms. Rajpoot 🔥🔥🔥
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain