Rishta nibhana ho to Do ankhon ki tarhan nibhao Jo sath jaagti hain Sath soti hain Sath hansti hain Sath roti hain Or aik din Humesha k liye aik sath band ho jati hain
Wo warta hai jaan mujh per Is qadar laadli hun mein us ki 😊😊😊😊 Ms. Rajpoot
Kya humari khamoshi kisi ko btany k liye Kafi hoti hai K Unho ny acha nai kiya 😔😔😔😔 Humary sath
Zindagi ki sub sy bari khubsurti ye hai k Jab ap Rooth jaein To Mnany wala koi ho 🙂🙂🙂
Wafa per Qaim hain Magar Muhabbat chor di hum ny Broken 💔
Us Shakhs sy muhabbat karna b Her din marny k brabar hai Jesy mery hony Ya na hony sy Koi fark nai parta 😔😔😔 Ms.Rajpoot 🔥
Asslam O Alaikum Subha bakhair Jumma Mubarak ❤ Khuda sub ko Humesha khush rakhy ameen or jumma k sadky sub ki muraad puri ho Ameen
Zindagi guzar gai sub ko khush karny main Jo khush howy wo apny na thy Jo apny thy wo kabhi Khush nai howy
Hum thy Tum thy kuch jazbaat b to thy Ary choro Kuch nai Bs alfaaz he to thy
Hum tumhary hain ye raaz bs tum janty ho Tum kis k ho ye dard humein Sony nai daita Broken 💔
Zindagi ki ik nai subha Mubarak ho sub ko Khuda sub ko khush or salamt rakhy ameen Subha bakhair 😊😊
Mein Tery bewafa Hony sy preshan nai Dil lgany ko abhi Sara jahan baki hai 😉😉😉
Khuda slamat rakhna un Nazron ko Jin main hum Chubhty hain Broken