Bichar kar mujh sy Tujhy jeena acha lagta hai
Ja khush reh
Mujhy b tera khush hona acha lagta hai
Broken 💔 💔 💔
Tumhy kya laga humain tumhari yad nai aati
Ary pagal
Apni barbaadi ko kon bhool sakta hai
Broken heart 💔💔💔💔💔
Lab kuch na kahen to acha hai
Lab chup he rahen to acha hai
Is matlab ki duniyaa main
Na jany kon sucha hai
💔💔💔💔💔
Aj sy khatam intzaar Mr. Attitude ka
Wo itna badal geya hai
Ab to mera b haq banta hai
Badlny ka
Agr wo khush hai mujhy barbad Kar k
To
Mein q ansuon bahaon usy yaad kar k
Ary hum to chahty hain log hum sy nafrat karein
Q k muhabbat kon sa suchi karty hain
Bury nai hain hum
Sahab
Bs kisi ko achy nai lagty
😔😔😔
Good night
Sub apna khayal rakhna
Sweet dreams
Khuda hafiz
Zindagi rahi to phir bt hogi bye bye 😉
Suno
Ye bhi to ho sakta hai na
Tujhy khabar b na ho
Or log mujhy dafna aaein
💔💔💔
Na muhabbat k jazbaat Alag
Na muhabbat k andaaz Alag
Thi bt lakeeron ki
Tery hath alag mery hath alag
Mery mijaaz ka koi qasoor nai
😢😢😢😢
Tery salook ny badal diya Lehja mera
💔💔💔💔
Bary garoor sy us ny kaha
Humain bhool jao
Hum b Nawab thy
Muskura k pucha kon ho tum
😏😏😏😏
Jab faimly main apna bnanay waly itny hain
To
Humain kya zarorat gairon sy umeed rakhny ki
Kisi sy wafa ki umeed mat rakhiye
😊😊😊😊
Chaey pe jiye or dafa ki jiye
😉😉😉
Tanhaai ka palu pakar lijiye
Sahab
Yahan koi apna nai hai