Tujhey chahti hn be inteha par chahna ni aata ye keisi mohabat hai k mujhey kehna ni aata ke terey bin mujhey zinda rehna ni aata har pal mein tujhey duaon mein mangti hun kya karun terey siwa kuch aor mangna ni aata
Mein ne kaha woajnabi hai dil ne kaha ye dil lagi hai mein ne kaha wo hansa hai dil ne kaha phir wo apna hai mein ne kaha wo aik pal ki mulaqat hai dil ne kaha wo sadiyon se sath hai mein ne kaha wo mera yaar hai dil ne kaha aakhri to pyar hai
Dil lagaya tha dil lagi ke liye ban geya rog zindagi ke liye jo na karna chahiye tha wo bhi kar dala "Zalim" teri khushi ke liye sarey jhagrey hain zindagi ke liye warna kon marta hai kisi ke liye dil lagaya tha dil lagi ke liye...
Hai teri khuwaish ke ho teri aarzoo poori meri duaa hai k teri aarzoo badal jaey
Terey ghar key samney ghar bnaown gi tujhey kut parhey gi aor mein taaliyaan bjaown gi
Kaash k chahney waley humeisha chahney waley hi rehtey par aksar log badal jatey hain pyar ho janey k baad
Agar tum likh letey mujhey taqdeer sey pehley chalakta ishq rangon sey har ik yasveer sey pehley
Jisey ishq ka teer kari lagey' usey zindagi kiyun na bhari lagey
Bat sajdon ki nhi hai " Iqbal" aksar log lout atey hain khaali haath har namaz key baad
Dia madAm kadey sadi post tey v like coment kar sateya kro mehndi nhi lehndi tusaan deyaan hathaan toon
Abtadaey ishq tou khoob tha intaha kya kahun pehley dil lagi thi ab dil ko ja lagi
Tasawur key haseen lamhey tera ehsaas kartey hain tera jab zikr aata hai tou milney ko tarhaptey hain hamara haal na poocho k duniya bhool beithey hain chaley aao tumharey bin na martey hain na jeetey hain suno acha nhi hota kisi ko aisey tarhpana
Log kehtey hain terey labon pey muskan pyari hai wo kya janey k tasauwar mein hansaya kis ney
Rafta rafta wo meri hansti ka samaan ho geay pehley jaan phir janey jaan phir janey jana ho geay
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain