Karlo karlo mera ehtbar yaro soney chandi sey mehnga hai pyar, yaaro dardey dil ko ye dega qrar yaro soney chndi sey mehnga hai pyar yaro, iskey jeisa yahan bol koi nhi is ka hoga yahan mol koi nhi, is mein khushiyan chupi beshumaar yaro soney... Karlo karlo mera ehtbar yaro soney chandi se mehnga hai pyar yaro, ahndiyaan tham gein karwaan bhi rukey takht aor taaj bhi is key aagey jhukey, karkey dekho isey aik bar yaaro soney chandi sey mehnga hai pyar yaro...
chaand ki had sirf raat tak hoti hai sooraj ki had sif din tak hoti hai hum mohabat kerney mein din raat nhi dekhtey kiyunkey hamari chahat ki had aakhri saans tak hoti hai
Gham e tahbeer tujhko mujhey sapna ni milta tujhey manzil ki chahat mujhey rasta ni milta ghareebon ka lahu pani bhaney k brabar hai yhan pr kon kehta hai k khoon sasta nhi milta
Wahdah hum ney bhi kiya tha nibhaney keliye ik dil diya tha ik dil sey lganey keliye usney mohabat sikha di aor kaha hum ney tou mohabat ki thi kisi aor ko jalaney keliye
Wo mout bhi kitni sohani ho gi jo yaaron ki yaari mein aniy ho gi Khuda kerey k pehley hum mar jaen kiyunkey aagey yaaron ke liye janat bhi to sajani ho gi
Suna hAi aajkal ke aashiq barhey kamzor hotey hain kabi bhi toot jatey hain wo kachi dor hotey hain khayalon mein basatey hain nazar ke chor hotey hain
Dil un ki mohabat mein giriftar ho geya jawab na dena un ka dastoor ho geya qasoor un ka nhi qasoor hamara hai humney chaha hi itna ke wo magroor ho geya
Samney manzil peechey us ki aawaz rukta to safar jata chalta to bicharh jata mehkhana bhi us ka tha mehfil bhi us ki thi peeta to imaan jata na peeta to sanam jata chupata to jiger jata sunata to bikhar jata
Samney manzil peechey us ki aawaz rukta to safar jata chalta to bicharh jata mehkhana bhi us ka tha mehfil bhi us ki thi peeta to imaan jata na peeta to sanam jata