Wo ishq hi keya jo dunniya ma badnam na ho wo zindagi hi keya jo kisi ky naam na ho wo mehbub hi keya jo naraz na ho or wo dil hi keya jis ma pyaar na ho
Tumy dur sy dekhun ga tum sy baat nahi krun ga log tumy galat samjy esy halat nahi.krun ga tum muj par barosa rakhna mey tery bary ma baat kisi sy nahi krun ga
Hum itny bi.bury nahi humy dard seny ki.adat hai dard deny ki.nahi
Muj mey itni.himaat to nahi ky mey tumy dunniya sy chin lun par koi.tumy mery dil sy nikal dy itna haq to meny khud ko bi nahi diya
Nahi chodi kaami kisi bi rishty ko nabany mey kabi any waly ko dil.ka rasta bi diya.or jany waly ko rab ka wasta bi diya
Mery yaar ny muj sy kha ky ma tum par parta hun meny muskra ky jawab diya ky ye baat to thik hai ky tum muj par party ho par jity kis ky.liy ho
Wo kuch is tara ai.meri zindagi ma Ky taa umar meri zindagi kharab kr gai
Tum bi achy tumari wafa bi achi bury to hum hai jin ka dil tumary bina nahi lagta
Kisi ko apna banana honar hi sahi magr kisi ka ban kr rena kamaal hota
Mohbbaty to amaal sy nazr ati hai jaan Baato sy to dukandar mutasir kiya krty hai
Hum to hansty hai ap ko hasany ki khatir warna udas to itny hai ky roya bi nahi jata
Ik tanhai ky siwa kuch na tha pass mery many apny sy ziyada chaha tha apno ko
Hlo my friends good morning ma on hogeya hun
Good night my friends ma off hony jaraha hun ok by sweet derim
Kabi sajdy kabi ansu hazarun koshashy lekan jo kismaat ma nahi likha wo rony sy bi.nahi milta
Kar sakho yakin to bataun tumy Boht khas boht khas boht khas ho tum
Rukh hi jaati hai nazar haad nazar tak warna dil to krta hai tum jaha taak ho waha taak dekun
Anso wo khamosh dua hai jo sirf khuda sunta hai is liy kisi ko rulany sy pely so bar soch liya kro
Jisam us ka bi miti ka hai meri tara ay khuda pir mera hi.dil kun darkta hai sirf us ky liy
Wo meri sabh kuch thi bass mera makdr nahi kaash wo meri sabh kuch na hoti mery makdr ma hoti
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain