Rakha kro nazdikiya zindagi ka koi.barosa nahi Rakha kro nazdikiya zindagi.ka koi.barosa nahi pir.ye maat keyna ky chaly bi gy or bataya bi nahi
Kitny sitaam kro gy mery toty howy dil par Agr thakh jao to zarur batana mera juram keya tha
Mohbbat ki bazi to.ma apny yaar sy hara hun to baat baat par keta tha ma sirf.tumara hun
Dil tony banaya nasib tony banaya Ay khuda jo dil ma hsi wo nasib .ma kun.nahi.
Sorry friends ma aj bizi tha sorry lekan ab ma waps ageya hun
Oney saari hayati menu azmaya ay aj menu yaar azma lendy (Punjabi potry)
Ishq to niyaat ki sachai dekhta hai Dil na jukhy to sajdy zaya maat krna
Ye jo.ma hosh ma nahi reta tum sy mil kr ye mera ishq.hai tum.is ko nasha maat samjo
May sab ka dil rakhta hun ...........suno yar ma bi ik dil rakhta hun .
Kisi ny pucha hum.sy tumy koi chod kr chala jay to keya kro.gy Meny kha.apna chod.kr nahi jata jo chod kr.chala jay wo apna nahi.hota
Haat thama hai to barosa bi.rakhna dost dub jaay gy par tumy dub ny nahi den gy
Meri maa ki.duaun sy mera dushman pary shan hai Wo jab bi waar krta hai to khanjar tot jata hai
Zaruri nahi jo shari kry usy ishq. (Nahi dost). Zindagi to wesy bi hazar zakham deti hai
Dil ma rey ky dil dukati ho .. Apna mukam dekho or Ana kaam dekho
Wo mujy chod kr khuck hai to shikayat kesi Ab ma uny khuch bi na dekhun to mohbbat kesi
Kaniz ho ya shezadi ho jo ishq krta hai wo khandan kab dekhta hai