Wo na miley to keya howa ye ishq.hai.haws.nahi.ma uni ka tha uni ka hun wo meri nahi to na sahi
Muj sy kr.ky apni masrufiyat ka baahana wo.masalsal kisi or ky.raabty ma.reti hai
Dost baano dushman baano lekan.kisi ka cham cha na baano
Kuch hosh nahi reta kuch dehyan nahi reta Insan mohbbat ma insan nahi reta
Keya safai dun dunniya ko apny bary mey Keya safai dun dunniya ko apny bary mey Upar waly ko sab pata hai mery bary mey
Roo para fakir mery haat ki.lakiry dekh kr Roo para fakit mery haat ki.lakiry dekh kr.keny laga.muj sy ky mujy moot nahi kisi ki yaad mar dey gi
Jab apny hi shamil hon dushman ki.chal ma to sher bi.phans jata hai kuto ky jaal ma
Raat ko ja chaand nikla ho.to kaam krny ka maza hi.apna.hota hai jab chand ki.roshni.chery par lagta hai to halka.halka sa sarur milta.hai (kabi.krana zarur).
Mohbbat ki kashti ma soch kr kadam rakhna ja ye chalti hai to kinara nahi milta or ja ye dubti hai to sahara nahi milta
Hasrat didar bi keya chiz hai meri jaan Tum samny bi.ho to masalsal dekha.nahi jata
Kitni hasrat hai humy tum sy dil lagany ki.
Ap ka dil boht kimti hai koshash kro ky is ma wohi rahy.jo reny.ky kabil hai
Humary biger abad hai un ki mefly humary biger abad hai un ki mefly or hum nada ye samjty rahy ky.ye ronky humi sy hai
Tum jo meri nahi to aag lagy is dunniya.ko
Tujy lekr mera kheyal nahi badley ga tujy lekr mera kheyal nahi badley ga saal to boht badley gy.par mera.peyaar nahi badley ga
Ik.khubsurat dil.hazar khubsurat cherun.sy betar hai is liy hamesha zindagi ma esy logo ko.chuno.ji.ka dil cherun sy zeyada khubsurat ho
Agr ab tum rutho gi to har jao gi q ky manany ka hunar hum.bhul gy hai
Meri chay ka gunt pi kr dekho sadiyun chay py shari kro gi
Bara hi khamosh sa andaz hai tumara samj nahi ati fida ho jaun.ya fana ho jaun bolo
Soch kr kadam rkhna humari saltant par humari mohbbat ki keed ma koi.zamant nahi
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain