Damadam.pk
QUEEN@S's posts | Damadam

QUEEN@S's posts:

QUEEN@S
 

Zindgy mein sab sa bari khushi us kam ko karna mein haπŸ”₯πŸ”₯
Jisa log kahaa ka tum nahi kar saktaπŸ”₯πŸ”₯

QUEEN@S
 

Dosti ka rishta bohat hi khas hota ha~~~~
Ya wo rishta ha jo door rah ka bhe pass hota ha~~~

QUEEN@S
 

Ghum hi asa mila tha ka bat namaz tak ja ponchi~β™‘~β™‘
Fakat ek sajda kia kiya bat khuda tak ja ponchi~β™‘~β™‘

QUEEN@S
 

Ap na apna WhatsApp ka about ma kia likha hua haπŸ€”πŸ€”
Mee Alhamdulilah for everything πŸ₯°

QUEEN@S
 

Insan chehra to saf rakta ha ...
Jis pr logo ki nazar hoti ha ...
Lakin Dil ko saf nahi rakhta ...
Jis pr Allah ki nazar hoti ha...

QUEEN@S
 

Rishta khoon ka nahi Ahsas ka hota hain....
Agar Ahsas ho to ajnabi bhe apna...
Agar Ahsas na ho to apna bhe ajnabi ban jata hain.....

QUEEN@S
 

Aj zinda hain Kal guzar jaya ga...
Kon jana kab bichar jaya ga...
Naraz na hona humari shrartoo sa...
Ya hi to wo Pal hain jo kal yad aya gaπŸ₯€πŸ₯€πŸ₯€

QUEEN@S
 

SNOW FALL πŸ₯°πŸ₯°πŸŒ¨πŸŒ¨πŸŒ¨
IN RAHIM YAR KHAN

QUEEN@S
 

Good Night All😴😴
Take Care AllπŸ€—πŸ€—
Sweet dreams πŸ˜‡πŸ˜‡
Allah Hafiz πŸ™‚πŸ™‚

QUEEN@S
 

Behtreen insan apni meethi ziban sa jana jata hain...
Warna Achi batein to diwaroo par bhe likhi hui hoti hain...

QUEEN@S
 

Jab tak hum kisi ka hamdard nahi hota πŸ₯€πŸ₯€
Hum dard sa or dard hum sa juda nahi hotaπŸ₯€πŸ₯€

Q  : Post by QUEEN - 
QUEEN@S
 

Kisi na pucha koi apna chor ka chala jaya to tum kia karo gA~~~~
Bohat hi khoobsurat Javab ~~~~
Apna kabhi chor ka jata nahi~~~~
Or jo jaya wo Apna nahi~~~~

QUEEN@S
 

Insan ki zindgy ma teen cheeza ulgee hui hoti hain...
Dil β™‘ Dimaag β™‘ or β™‘ Taqdeer β™‘
Q ka dil jo chahta ha toh Dimaag usa Hasil karna ka rasta talash karna lag jata ha..
Lakin hota wahi ha jo taqdeer chahti ha...

Q  : Allah hum sab ko Corona virus sa bachya Ameen - 
QUEEN@S
 

Khuda khata ha....
Kisi ko takleef da kar....
Mujsa apni khushi ki dua mat krna....
Lakin Agar kisi ko ek pal ki khushi data ho ....
To apni takleef ki fikar mat krna....

QUEEN@S
 

Waqt ka sath sath ~β™‘~β™‘
Bohat kuch badal jata ha~β™‘~β™‘
Log bhe Rishta bhe Ahsas bhe~β™‘~β™‘
Or kabhi kabhi hum khud bhe~β™‘~β™‘

QUEEN@S
 

Agar tum mazboot ban na chahta ...
Ho to akala larna sikhoπŸ”₯πŸ”₯πŸ”₯

QUEEN@S
 

Dosti samait lati ha zamana bhar...
Ka ranj o ghum....
Suna ha yaar acha hon to kanta....
Bhe nahi chubta.....

QUEEN@S
 

Muhabbat bassa ka meri ankho meinπŸ‘€
Sans sans ka muja mohtaj kar dia❀