Damadam.pk
QUEEN@S's posts | Damadam

QUEEN@S's posts:

QUEEN@S
 

Kisi na hum sa pucha ka....
Tumara shok kia ha....
Hum na hans kar javab dia....
Nafrat krna walo sa Muhabbat πŸ”₯πŸ”₯

QUEEN@S
 

Good Night 😴😴
Sweet Dreams πŸ₯°πŸ₯°
Allah hafiz πŸ™ƒπŸ™ƒ

QUEEN@S
 

Ruh matti sa ya matti Ruh sa tang ha....
Dono ka beej shaid sakoon o aman ki jung ha....

QUEEN@S
 

Koi nahi marta kisi ka bichar ....
Jana sa waqt sabko jeena sikha ....
He data ha...

Q  : Post by QUEEN πŸ₯° - 
QUEEN@S
 

Dusaro ka lia khud ko na badlo....
Jaisa ho waisa he raho.....
Jo sahii ho ga.....
Wo tumari har ada sa muhabbat kara ga....

QUEEN@S
 

Meri in do ankho pr Haq ha mera ..
Bhai ka
Jab jab ya jhukti hain wo sar utha.
Ka Chalta ha

QUEEN@S
 

Kisi ko chaho to ya na socho...
Ka wo mukdar mein ha ya nahi...
Itni shedad sa chaho ka Khuda ...
Usa tumari taqdeer bana da....

QUEEN@S
 

Sajda bhe us waqt qabool hota ha.. Jab sar ka sath sath dil bhe jukha..

QUEEN@S
 

Agar sab kuch mil jaya ga zindgy..
Mein to tamna kis ki karo ga...
Kuch adhoori khuwaish to maza ..
Dati hain zindgy jeena ka...

QUEEN@S
 

Ab dar lagta ha un logo sa...
Jo khata hain .....
Mera yaqeen karoπŸ’”πŸ’”

Q  : Post by QUEEN πŸ₯° - 
QUEEN@S
 

Parashani halaat sa nahi...
Khyalat sa paida hoti ha...

QUEEN@S
 

Dil jis bat pa zid krta ha...
Rab usi bat pa azmata ha...

Q  : Post by QUEEN πŸ₯° - 
Q  : Post by QUEEN πŸ₯° - 
QUEEN@S
 

Mazboot to wo ha jo roona ka bad..
Khud ko samjia ...
Allah ha na sab theek kr da ga..
JUMMA MUBARAK πŸ₯°πŸ₯°

QUEEN@S
 

Kisi ko itna majboor nahi krna chahia ka wo apni khamoshi tor kar lafzoo sa tumari dahjia ura da..

QUEEN@S
 

Kabhi pass batho to bataya ka dard kia ha ....
U door sa pucho ga to khariat hee
Bataya ga...

QUEEN@S
 

Laboo pa uska bad dua nahi hoti..
Bas ek Maa ha jo kabhi kafah nahi hoti...