Hum Allah ko ek manta han...
Magar hum Allah ki ek nahi manta...
Is duniya mein koi kisi ka nahi ..
JANAB
Janaza kabristan mein rak kr apna..
Hee puchta han or kitni dair laga gy...
Wo insan kabhi apki kadar nahi kara ga .....
Jis ka aga ap hamashah juko ga...
Mujsa kisi na pucha kismat kia ha..
Mana has kr javab dia...
Duniya mein 400 sa zaid mazahib hn.
Or mein Muslim gharana mein paida hui .... ALHAMDULILAH 🥰🥰🥰
Muja koi fark nahi parta duniya...
Kia khati ha ....
Mera khuda gawah ha meri niatoo ka....
Zindgy mein wo makaam hasil karo..
Ka log tuma Block nahi ...
Search kara...
Har cheez ka sadka hota ha...
Or akal ka sadka ya ha ka..
Jahil ki baat sun kar bardash krna..🥰
Jin mein akala chalna ka hosla hota ha .....
Ek din inhi ka peecha kafla hota ha.......
Zindgy na ek baat to sikha di ha
Ka hum kisi ka liya hamashah khas nahi rah sakta
Jo mangu da dia karo ..
Ae zindgy kabhi to meraa..
Baap jasi ban ka dikha...
Umeed kabhi mat chorna kamzoor tumara waqt ha RAB nahi...
Waqt badla Log badlaa To badlaa
Sab kuch badlaa nahi badli to meri Maa 🥰🥰
Waqt ek asi qemati cheez ha jisa khona ka baad dubara hasil nahi kia ja sakta
Right...
Ishq bas doo bar he hua ha
Ishq Allah na kia kainat bana di
Ishq Hussain na kia puri kainat Luta di🥰🥰
Zindgy mein apnaa pan to har koi
Dikhata ha Apnaa ha kon ya waqt batata ha
Ae kalam bs itna sa ahsaan kr
Da jo mein kha nahi payee wo bayaa kr daa

Bro and sis not always eye to eye
But always heart to heart..🥰🥰
Na kr mohtaj muja kisi ka zamana mein...
Kamee ha konsi ya RAB tera khazana
Mein...
JUMMA MUBARAK TO ALL🥰
Yeh kha kar farishtoo sa ma Jannat
Mein chali jao gy ka mein apni maa
Ka qadmoo ka nishan dhoond rahi hun..
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain