Muhabbat sab sa karo lakin us sa
Or bhe zayda karo jis ka Dil ma
Tumara lia tum sa bhe zayda muhabbat ho...
Ya mandir dargha bhe kia ajeeb jagh
Ha jahan gareeb bhar or ameer andar
Bheek mangtaa han
Taleem insan ko bolna to sikha
Dati ha magar ya nahi sikhati
Ka Kab kahan or kitna bolna ha..
Manaat Q mangta ho oroo ka darbar
Sa Wo konsa kaam ha jo nahi hota
Tera khuda sa
Ya muhabbat ka rasta aksar Dil
Toor data han Tum manzil ki baat
Karta ho Log rahoo mein chor
Data han
Apni ziban ki tezi us Maa pr
Mat chalao jis na tuma bolna
Sikhya
Koi rasta nahi dua ka siwa
Koi sunta nahi khuda ka siwa..
Badla lana sa phela zaroor khyal
Kar liya karo ka tum apna Rab ka
Nazdeek kitna kasoor war Ho..
Ak chota gunah muhabbat ka..
Zindgi bhar hisaab lata ha..