Allah Kare un ko kissi sy muhabbat ho phir hum be dehka wo us ko kaise bhulta hai
Hum na tou suna tha muhabbat insan kabi Ni bhulta hai lekin jab hum ko howi tou rasam he badal de un na
Jab koi kissi k liye important hota hai tou buzy hota howa be time mil he jata hai bat k lekin jab important kuch or ho jye tou phir un ko 5 mint be 24 ghanty sy Ni milta hai
Muhabbat phely ki bat thi ab tou jab tk dil kare bat k tb tk mahram ho jaise lekin jab Dil bar jye namaharm ho jata hai
Chor Jana. Ki takleef maf kar da ga hum
Lekin hamare zehni tabhi k hisaab Dena ho ga AP ko
Qurban jye un k Matlab par Jo kehta hai ab tumare liye hamara Nam Lena be najaiz hai or kehta hai Allah sy hamare liye Dua zaroor karna
Kal tk Jo kehta thy hum jan be da da ga
Wo aj kehta hai mera hath choro Meri izat k sawal hai
Agar koi khafa ho tou kuch be Kar k us ko Mana lo
Lekin agar koi badl jye tou us ko Dafa Karo
Hum AP ko chahta thy tb he itni qadar karta thy
Or AP na hum ko utna he gira howa samj liya
Hum ko AP sy buhat muhabbat thi
Or thi k Matlab tou AP samjhta he ho ga

