Yun To Sadmo Mein Bhi Hans Leta Tha Main, Aaj Kyu Bewajah Rone Laga Hun Main, Barson Se Hatheliyan Khali Hi Rahi Meri, Phir Aaj Kyu Lagaa Sab Khone Laga Hun Main —
Sbne kaha tum me pehle jaisi bat nahi? Maine kaha zindagi me uska sath nahi... Sbne kaha ab bhi kisi ki aankho me doob sakte ho? Maine kaha ab kisi aankh me wo baat nahi... Sbne kaha kyu itna toot kar chahause? Maine kaha insan hu pathar nahi... Sbne kaha kya bewafa hai woh? Maine kaha mujhe ab wafa ki talash nahi.. Sbne kaha bhul ja use ab? Maine kaha WOH HAQIQAT HAI KOI KHWAB NAHI
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain