Damadam.pk
Wafakhan143's posts | Damadam

Wafakhan143's posts:

Wafakhan143
 

Pata nahi es zid ka nateeja kiya ho ga ....
Samjta dil b nahi,ma b nahi
Wo b nahi....

Wafakhan143
 

Bout udas hai koi shaks
Tery jany sy meri jan
Ho saky to loat a kise banahany sy
Tu lakh khafa sahe magar
Ak bar to deakh
Koi tote giya hai tery door jany sy

Wafakhan143
 

Miss u😔😔😔

Wafakhan143
 

Krni hai khuda sy dua ky teri
Mohabbat ky seewa
koi or na mily
Zindagi.ma sirf tu mily
Ya phir zindagi na mily

Wafakhan143
 

Mohabbat wajeb thi ham par
Jo ham ny kr dali tm sy
Wafa frz hai tm par
Deakhty hain aada karty ho
Ya kaza karty ho

Wafakhan143
 

Kitna fark hai na pagal lafz ma
Zamana kahy to gussa
Tm kaho to pyar ata hai
😋😋😋

Wafakhan143
 

Duniya ky badly duniya ma Allah pak ly raha hai

Wafakhan143
 

Sorry maryam mujy ni pata tha kesy ho gai

Wafakhan143
 

Meri kabar par wo phool rakhny aya
Muj sy hai mohabbat ya batany aya
Jab zinda thi bout roolaya mujy
Ab jo chein sy sony lagi hon to
Jagany aya hai

Wafakhan143
 

Maat pouchna ky dard
kis kis ny diya
Warna kuch apno ky
Sar b jukh jaye gain

Wafakhan143
 

Aj phir akaly ho gai

Wafakhan143
 

Khubsurat bate dosto
Wo rishty kabi nahi totety
Jen ki buniyaad ma
Sachchahe
Halooos
Or pyar shameel ho

Wafakhan143
 

Us ki wafa ko kiya name don!ma abb
Khud door ho giya! Muj ko gareeb kr ky

Wafakhan143
 

Wo talab na tha aata tha
khowahish na tha dua tha
Wo kabi na jan sakhy ga
Wo mery liya kiya tha

Wafakhan143
 

Miss u 😢😢😢

Wafakhan143
 

😻😻😻😻😻

Wafakhan143
 

Zindagi mein....
Galat log hi,
Zindagi ka sahi matlab
Sikhate hain..
(Ri8 na friends)

Wafakhan143
 

Kabi rasty badal gai kabi erady badal gai...
Ham na badly magar tery wady badal gai
Mohabbat ka andero ma pathar peeghal gai
Ghero sy kiya gila jab
Apny badal gai

Wafakhan143
 

Kash tm mery hoty
Or kiya ghazab hota
Agr ya alfaz tery hoty

Wafakhan143
 

Kon kheta hai tm mery ho
Tm mery nahi
Tm kise or ky ho janah