Damadam.pk
Wafakhan143's posts | Damadam

Wafakhan143's posts:

Wafakhan143
 

So gai bachy gareeb ky
Jaldi sy ya sun kr
Farishty aty hain khawaabo ma
Rottiya ly kr

Wafakhan143
 

Zindagi barh khud ko
Nawaab samjhti rahi
Ahsaas tab howz jab ak shaks
Sy pyar manga fakeer ki tara

Wafakhan143
 

Hamesha yahe soch rakhni chaheya
Ky mujy mery Allah ny bout kuch diya hai
Agr mery ammal ky mutabeek milta to
Mery pas kuch na hota
Beshak
Wo bout mehrban or nehaiyat reham
Karny wala hai

Wafakhan143
 

Ham jesy tanha logo ka
Jeena kiya or marna kiya
Ay dost
Aj tery dil sy nikly hain
Kal duniya sy nikal jaye gy๐Ÿ’”๐Ÿ’”๐Ÿ’”

Wafakhan143
 

Kabi kabi kise sy bt karty hoye
Allah bout yade ata hai
Or kabi kabi Allah sy bt karty hoye
Koi insan bout ziyada yade ata hai

Wafakhan143
 

Es sy barh kr or
kitna tujy kareeb layon
Tujy dil ma rakh kr b
Mera dill nahi barhta

Wafakhan143
 

Tm dard dy kr b
Kitny achy laghty ho
Ay dost
Khuda jany
Hamdard hoty to kiya hota

Wafakhan143
 

Teri he yade ma guzar jati hai
Wo jisy rate khety hain

Wafakhan143
 

Kabi laghta hai pathar ban gai hon ma
Kabi u he toote kr rony ko maan krta hai

Wafakhan143
 

Neend b neelaam ho jati hai
Bazaryishq my
Itna asan nahi hota
Bhoola kr
So jana๐Ÿ˜ญ๐Ÿ˜ญ

Wafakhan143
 

Ay khudaโค
Es jaha par ak karam or kr dy
Ya ishq asan kr dy
Ya khudkashe halaal kr dy๐Ÿ’”

Wafakhan143
 

Dill khol kr aj ham khoob roye
Ly doobe aj hamy takhawath sabar ki

Wafakhan143
 

Apni to mohabbat ki bs itni khahani hai๐Ÿ˜ฎ๐Ÿ˜ฎ
Tote hoye kashte hai thehra howa pani hai
Ak phool khetabo ma dam tor chukha hai๐ŸŒน๐ŸŒน
Kuch yade nahi ata ya kis ki neshane hai๐Ÿ’”๐Ÿ’”๐Ÿ’”

Wafakhan143
 

Ham jo tm sy mily hain"ittefaaq" tori hai?
Mil ky tm ko chor dy"mazake" tori hai?
Agr hoti tm sy"mohabbat" ak
haadh tak to Chor dety....
Par hamari tm sy"mohabbat" ka hessab tori ha
Ab tm doondo gy meri es"ghazal" ka jawabe...
Ya mery dil ki awaz hai"ketaab" tori hai.

Wafakhan143
 

Kash tm sy mily hi na hoty
To aj itna dard na hota๐Ÿ’”๐Ÿ’”๐Ÿ’”

Wafakhan143
 

Maath khol meri mazi ki ketabo ko
Jo ma thi wo ma rhi nahi
Jo ma hon kise ko pata nahi

Wafakhan143
 

Nafrat beshak karo magar
dekhawy ka pyar nahi

Wafakhan143
 

Koi jab bar bar dil dhokahy
to chahat chor deni chaheya
Or
Jab bt izaat pa ahy to
Mohabbat chor deni chaheya

Wafakhan143
 

Aram aram sy kitna sab kuch badal jata hai na

Wafakhan143
 

โš˜โš˜โš˜โš˜โš˜โš˜โš˜โš˜โš˜โš˜โš˜