Damadam.pk
Wafakhan143's posts | Damadam

Wafakhan143's posts:

Wafakhan143
 

Ma kyon kahon usy ka bt kary
Kiya usy pata ni mera dil ni
laghta Us ka bena
😔😔😔

Wafakhan143
 

Oye churail😉😉
Oye bhotni🕵️♀️🕵️♀️
Oye pagal😲😲
Oye moto😅😅
Love u yar⚘❤⚘
U r my life line😗😗😗

Wafakhan143
 

Asy shaks ko kabi maath khona
Jis ka dil ma ap ka liya
Izzat pyar or mohabbat ho

Wafakhan143
 

Muskurany ki adat b kitni
mahangi pari ham ko
Chor giya wo ya soch kr ka
Ham judaye ma b khush hain

Wafakhan143
 

Tm ny socha bohut mil jahy gain chahany waly
Ka na socha ka kabi ka fark hota hai
Chahato ma b

Wafakhan143
 

Tm pa beety gi to tm b jan jao ga
Koi nazar andaz kary to kitna dard hota hai

Wafakhan143
 

Ham janty hain ham bury hain
Jao janab achy doond lo

Wafakhan143
 

Tm mujy sambal sambal ka rakha karo
Kuch log mujy tm sy chorany pa tuly hain

Wafakhan143
 

Ishq wafa ki aj b kadar hai
Faqat meath chuky hain chahany waly

Wafakhan143
 

Ajab rishta raha kuch apno sy es tara
Na nafrat ki waja mile
Na mohabbat ki

Wafakhan143
 

Mohabbat kiya hai do lafzo ma bataon tujy
Tera majboor kr denz......
Mera majboor ho jana...

Wafakhan143
 

Na kise ka dil chaheya mujy
Na kise ki jan chaheya mujy
Mery dil ka jo hall samj saky
Mujy bs wo insan chaheya

Wafakhan143
 

Bohut takleef dety hain
Wo dard
Jo bena kasoor ka mily ho

Wafakhan143
 

Zindagi pal bar ma kitna badal jati hai na
Jen ka liya jeety thy uni ka
bena je rahy hain

Wafakhan143
 

Aksar jen ki hansi khubsoorat hoti hai
Un ka zaham gehery hoty hain

Wafakhan143
 

Mohabbaty izzaty hoti hai heerate nahi
Naseeb sy milti hai okat sy nahi

Wafakhan143
 

Nahi rehta koi adora shaks
kise cheez ky peachy
Wqt guzar hi jata hai
Kuch pa kr or
Kuch kho kr

Wafakhan143
 

Jhot sach se jaldi
Phelta ha

Wafakhan143
 

Kitny den ho gai hai na
tm sy bt ni ki
Ya uon ka.lo ky
Tm ny bt ni ki

Wafakhan143
 

Alweda ay ghamy yar
Teri jan chor gi ham ny
Likh kr aj khud ko bewafa
Kalam tor di ham.ny