aj kl ki log sirf yhi ilfaz zyada bolty hi buro ki sath buri chli gy acho ki sath achi lekin yi glat bat hi acho ki sath acha chlo mgar buri ki sath buri mat bno achi bno taki wo b achi bn sgy
ALLAH pak ki sub chizy waqt pi chal rhy hi sirf log waqt pi nhi chal rhy hi apna waqt khrab kr rhy hy waqt pi kahana waqt pi sona us si tbyt b thik rihti hi chand soraj parindi apni waqt ki hisab si chal rhy hi
Hum Sab Ka Khuda Tu Hai Allah Bada Tu Hai Hum Sab Ka Khuda Tu Hai Allah Bada Tu Hai Allahu Akbar, Allahu Akbar… Bando Ko Burai Se Allah Bachana Tu Sacchai Ke Raste Par Hum Sabko Chalana Tu Maula Tu Hume Rakhna Rehmat Ki Panaho Mein Imaan Pe Rahe Qayam Dube Na Gunaaho Mein
Gafil Na Rahe Maula Hum Teri Ibadat Se Hum Paaye Karam Tera Quraan Ki Tilawat Se Imaan Pe Jiye Maula, Imaan Pe Mar Jaaye Awaaz Tujhi Ko De Hum Chahe Jidhar Jaaye Har Ek Jagah Tu Hai Har Dil Ki Sada Tu Hai
Hum Sab Ka Khuda Tu Hai Allah Bada Tu Hai Hum Sab Ka Khuda Tu Hai Allah Bada Tu Hai Allahu Akbar, Allahu Akbar… Jab Aadamo Hawwa Ne Ro Ro Ke Dua Mangi Dono Ko Milaya Aur Dono Ki Khata Bakhshi
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain