Damadam.pk
Warishakhan's posts | Damadam

Warishakhan's posts:

Warishakhan
 

Tu Nooh Ki Kashti Ka
Toofan Mein Sahara Tha
Baroon Ko Mere Maula
Tune Hi Utara Tha
Daale Gaye Sholo Mein
Jis Waqt Khalil Ullah
Woh Aag Hui Gulshan
Rehmat Se Teri Allah
Ayyub Ko Mushkil Mein
Tune Hi Sambhala Tha
Aur Pet Se Machli Ke
Yunus Ko Nikala Tha
Moosa Ka Asa Tu Hai
Isa Ki Dua Tu Hai
Hum Sab Ka Khuda Tu Hai
Allah Bada Tu Hai
Hum Sab Ka Khuda Tu Hai
Allah Bada Tu Hai

Warishakhan
 

Allahu Akbar, Allahu Akbar…
Wallah Payambar Bhi
Kya Khoob Diya Tune
Humko Aye Khuda Apna
Mehboob Diya Tune
Imaan Diya Humko
Sadqe Mein Muhummad Ke
Quraan Diya Humko
Sadqe Mein Muhummad Ke
Humpar Teri Rehmat Ho
Sadqe Mein Muhummad Ke
Hasil Hume Jannat Ho
Sadqe Mein Muhummad Ke

Warishakhan
 

Humpar Teri Rehmat Ho
Sadqe Mein Muhummad Ke
Hasil Hume Jannat Ho
Sadqe Mein Muhummad Ke
Rakh Laaj Sare Mehshar
Sadqe Mein Muhummad Ke
Maula Ho Karam Hum Par
Sadqe Mein Muhummad Ke
Kab Humse Juda Tu Hai
Har Dil Mein Chupa Tu Hai
Hum Sab Ka Khuda Tu Hai
Allah Bada Tu Hai
Hum Sab Ka Khuda Tu Hai
Allah Bada Tu Hai
Allahu Akbar Allahu Akbar…
Karde Karam Ae Mere Allah
Karde Karam Ae Mere Allah
Karde Karam Ae Mere Allah
Karde Karam Ae Mere

Warishakhan
 

Thagte dekhe hai lakho mulla
Karodo pandit hazaro sayane
Jo khub socha samjh me aaya
Khuda ki bate khuda hi jane
Aake duniya me basar kam karna hai jo kar
Aake duniya me basar kam karna hai jo kar
Saf niyat hai agar phir na anjam se dar
Jane parhti hai kidhar uski rehmat ki nazar
Ye to Allah ko khbar yi
to mola ko khbar

Warishakhan
 

Dekhte dekhte kyu khel bigad jate hai
Kyu baharo me bhare bag ujad jate hai
Pyar se pala jinhe apna lahu de de kar
Usi dali se wohi phul bichhad jate hai
Kisi zalim ka bache,kisi zalim ka bache
Lute mazlum ka ghar, lute mazlum ka ghar
Ye to Allah ko khabar ye to mulla ko khabar
Ye to Allah ko khabar ye to Mulla ko khabar

Warishakhan
 

Wo jo chahe to bura waqt bhi tal sakta hai
Wo jo chahe to bura waqt bhi tal sakta hai
Wo hi kismat ki lakiro ko badal sakta hai
Jat apr uski bharosa hai to bande ek din
Rat ke sine se suraj bhi nikal sakta hai
Aadmi ko kya khabar, aadmi ko kya khabar
Uski manjil hai kidhar, uski manjil hai kidhar
Ye to allah ko khabar ye to mulla ko khabar
Ye to allah ko khabar ye to mulla ko khabar

Warishakhan
 

Jane kis bhent me kis mod pe wo mil jaye
Jane kis bhetn me kis mod pe wo mil jaye
Teri ummid ki har ek kali khil jaye
Dil se nikli huyi fariyaad me wo takat hai
Wo jo sun le to pahado ka bhi dil hil jaye
Mangte rahna dua, mangte rahna dua
Hoga kis waqt asar, hoga kis waqt asar
Ye to allah ko khabar ye to mulla ko khabar
Ye to allah ko khabar ye to mulla ko khabar

Warishakhan
 

Zulm ki aag me zalim ko jalaya usne
Zulm ki aag me zalim ko jalaya usne
Ek majdur ka ghar phir se basaya usne
Naam leta huya uska jo swali aaye
Uske darbar se hargij na wo khali jaye
Uske ghar der sahi, uske ghar der sahi
Nahi andher magar, jane padti hai kidhar
Uski rehmat ki nazar uski rehmat ki nazar
Ye to allah ko khabar ye to mulla ko khabar
Ye to allah ko khabar ye to mulla ko khabar.

Islamic Quotes image
W  : farman hazrat muhmmad saww - 
Islamic Quotes image
W  : rasool صَلَّى اللّٰهُ عَلَيْهِ وَسَلَّم ni farmaya hi - 
sar mi drad ki dua
W  : sar mi drad ki dua - 
Warishakhan
 

jin logo ki is jahan mi koi
azat nhi hi agy unko ALLAH pak
azat diga wo khosh naseeb hi
ALLAH pak ki azat mily gy logo
si umeed mat lgai ALLAH pak sub
kujh dita hi unsi mangy azat b
log kya azat di gy azat un logo
ki krty hi jo unki piro mi gir
ty hi girna hi to sajdi mi giro
sub kujh mily ga dukh log q
krty hi dukh nhi kry ALLAH pak
ko pukari bus sub kujh dita hi

Islamic Quotes image
W  : AMEEN SUM AMEEN - 
Islamic Quotes image
W  : rasool صَلَّى اللّٰهُ عَلَيْهِ وَسَلَّم ni farmaya hi - 
Islamic Quotes image
W  : bishak jazak ALLAH ameen - 
Warishakhan
 

mujhi mera ALLAH pak hi janta hi

Warishakhan
 

ajki sawal ka jwab btao duniya mi kon si jga ALLAH pak ko psand hy

Warishakhan
 

aj ki sawal ka jwab btao jub hmari ko moat hogy hum qbr mi jay gy kon si teen sawal pihly puchi jai gy dikhi kis kis ko pta hi

subhan ALLAH aytul qursi ki bohat si fazilty hi
W  : subhan ALLAH aytul qursi ki bohat si fazilty hi - 
Islamic Quotes image
W  : Rasool saww ni farmaya hi -