Life is a speedy journey toward graveyard. Best person is that one which ready to glorified his and Beautified his own grave with present life not looking for tomorrow
Y Jo halka halka saror h😊
tery nazro ka qasor hy😜
Majnoon_laila
Tum azmany ki bat karty ho Sahib.
Hum nai zindagi kanto pay guzara h Sahib
Majnoon_laila
I am not interested with that bird which wanna fly with every bird.
Majnoon_laila
Dil Bara kaijy Majnoon_laila
yaha zindagi kanto pay guzarna h
Ay zindagi mujy batao tum zalim ho y hum nai zulam Kiya h apny Ap Pay.
Majnoon_laila
If you more silent definitely you will be more careful in life.
Majnoon_laila
Aap Jiskay Saath Jitna Zayada Mukhlis Hongay
Wo Aapko Utna He Zoor Daar Thapar Maray Ga Kay Aap Ki Mukhlisi Bhe Heraan Reh Jaeygi..!
Shakhsiyat Main Haajzi Na Hoto Malomaat Main Izafa Ilm Ko Nahin Balkay Takubar Ko Janam Daita Hai
Pehlay Kay Musilman Islam Kay Mutabq Zindagi Guzartay Thay
Aur Aaj Kay Musilmaan Apni Marzi Kay Mutabiq Islam Ko Chalatay Hain..!
Thori Dair Kay Liay Qabristan Ja Aur Khamoshi Se Baith
Aur Un Bolnay Walon Ki Khamoshi Ko Daikh.
Zindagi Main Jab Kabhi Hamara Khud Se Saamna Hota Hai To Samajh Aata Hai
Kay Ham Ne Dosron Ki Khatir Apna Kitna Dil Dukhaya Hai..
Har Maslay Kay Liay Koi Na Koi Hal Zaror Hota Hai
Aur Usi Hal Ki Mojodgi Kay Ehsaas Ka Naam Umeed Hai
Logon Ko Is Baat Se Garz Nahin Kay Aap Khush Hain Ya Nahin
Unhain Farq Is Bat Se Parta Hai Kay Aap Unhain Khush Rakhtay Hain Ya Nahin..
Hajoom Kay Sath Galat Rah Par Chalnay Se Behtar Hai
Kay Aap Tanha Rah Hidayat Par Chal Parain..
Badalti Howi Chezain Achi Hoti Hain Magar Yaqeen Kejiay
Badaltay Howay Apnay Bohot Takleef Daitay Hain..!
Khuda us waqat tak kesi qoam ka hal Nahi badalta Jab tak usy Apna Hal badalny ka fikar na ho
Khudya mata Sabar ao zargy mazboot ra.
Don't banned my reply section
چار روز کی مسلسل بے ہوشی کے بعد شاہد اطہر نے عفیفہ سے کہا آپ کیوں پریشان ہو رہی ہیں گھر جا کر آرام کریں عفیفہ نے جواب دیا۔”مجھے یقین تھا کہ اپ ایسا ہی کہو گے میں تو چار دن میکے میں رہ کر آ رہی ہوں۔
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain