اہ کو چاہیئے اک عمر اثر ہونے تک
کون جیتا ہے تری زلف کے سر ہونے تک
Everything is not possible but you have to make it possible
-“Golden Words”
“Her Insan Ki Izzat Aur Uss Sy Mohabat Kro,Kion K Her Insan K Ander Khuda Ki Koi Na Koi Sift Zror Mojood Hoti Hai”
-“Yeh Na Socho K Allah Dua Foran Qabool Kyun Nahi Karta,
Yeh Shukar Karo K Allah Hamaray Gunaahon Ki Saza Foran Nahi Deta..”
Apni Zuban Ki Tezi Us Per Mat Azmao Jis Ne Tumhen Bolna Sekhaya
Yaani Maa Aur Baap Ka Adab Karo!
Ager Kisi Ka Zarf Azmana Ho To Usko Ziada Izzat Do!
Wo Aala Zaraf Hoa To Ap Ko Aur Izat Day Ga!
Aur Kam Zarf Hoa To Khud Ko Aala Zaraf Sumjhey Gaa
"Wo Gunah Jis Ka Tumhein Ranj Ho,
Allah K Nazdeeq Us Nayki Se Behtar Hai
Jis Se Tum Main Ghuroor Paida Ho Jaye”.
bhai yahan koi freelancer he ya nhi??
anyone who is doing work on freelancing sites here??
kis kis trf me dekho ya rab
jahan b dekhon tere jalway nzr aty hn
insan agr to chahta he k jo tu chahy wo tjhe mil jay tu wo kr jo Allah chahta he or phr Allah wo kry ga jo tu chahta he
insan kisi ko pany ki jitni mrzi koshish kr le lekin hota wohi he jo mnzor e khuda hota he
پتوں کی طرح مجھ کو بکھیرتا تھا زمانہ
اک شخص نے یکجا کیا اور آگ لگا دی
Gham e hasti ka asad, kis se ho juz marg elaj,
shama har rang me jalti hay sahar hone tak.
ہم نے مانا کہ تغافل نہ کرو گے لیکن
خاک ہو جائیں گے ہم تم کو خبر ہونے تک
ہوئی مدت کہ غالب مر گیا پر یاد آتا ہے
وہ ہر اک بات پہ کہنا کہ یوں ہوتا تو کیا ہوتا
نہ تھا کچھ تو خدا تھا، کچھ نہ ہوتا تو خدا ہوتا
،ڈبویا مجھ کو ہونے نے نہ ہوتا میں تو کیا ہوتا
bachpan sb se acha hota he ya jawani?
comment on this all of you..
kis kis ko bachpan k din buht yad aty hn.. wo dosto se lrna wo mil k khelny ami se dant khana. hahah..
دل میں خدا کا ہونا لازم ہے اقبال
سجدوں میں پڑے رہنے سے جنت نہیں ملتی
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain