aik waqt tha k jb kisi larki ki msg ya call aati the kisi unknown num say to ,aik anaa hoti the ,kisi say baat nahi kartay thay,q k jis say mohabat kartay thay us ki sath taluk khaaliss tha ,aaaj wo di. aa gai k kisi ki tawajo hasil karnay k liya kaya kaya karna parta hay,sirf jo andr aziyat ka tofaan barpa hay us ko dhoka daynay k liya....🙂(just some words want to share).