anchal tari yadoon ko bhigo deti hai barish socho py jamii gard ko dhoo gati hai barish hans hans k sunati hai jahan bhar k fasany pocho mey jo tera bary mey tu ro deti hai barish lagty hain pyare mari ankhoon ko yeh manzer yadoon ki mahak ho ya tere hijar k tanay chup chap main rakh leta hoon jo deti hai barish muj par to jo karti hai so kerti hai inayat moti tera baalon mein piro deti hai barish
Ek janaza or ek baarat takra gaye.. unko dekhne wale b chakra gaye.. uper se awaz aai ,,”ye kaisi vidai hai.. mehbo0b ki doli dekhne yar ki mayyat aai hai
ملتا تھا مجھ سے وہ کبھی پل پل کے فرق سے... پھر رفتہ رفتہ فرق یہ سالوں میں آ گیا... پھر یوں ہوا کہ آنکھ سے آنسو نکل پڑے چہرہ کبھی جو اُس کا خیالوں میں آ گیا...!!! تا ثیرِ عِشق