بڑا ھی خاموش سا______ انداز ھے تمہارا❤
سمجھ نہیں آتا , فدا ھو جاؤں یا فنا ھو جاؤں 😘😍
یہ دھند بھی تم جیسی ہے ، ❤
اس سے آگے کچھ دکھائی نہیں دیتا ، 😘😍
#
کسی سے محبت کرو تو، اُسے اتنا پاکیزہ رکھو😊
کہ_ خدا بھی دیکھ کر کہے "" کُن فیکُون""❤
ہم اپـنی اسی ادا پر تھـوڑا غـرور کرتے ہیـں..!!😇
نفرت ہو یـا محبت دونوں بھـرپـور کرتے ہیں😘❤
.///
/
Hina KhAn
Meri tabahiyon main tera haath hay
Lakin hum sub se keh rahay hain muqaddar ki baat hay!
Is se humara no phir kabhi rabta hoga
Gr hoga to beech zameen-o-aasman ka faasla hoga
.
Hina
NamaZ TiMe All BYe
Shaam hotay hi charaagon ko bujha daita hoon
Dil hi kaafi hay teri yaad main jalne ke liyay
Is se humara no phir kabhi rabta hoga
Gr hoga to beech zameen-o-aasman ka faasla hoga
Sabar kerne pe aoon to mur ker bhi na daikhon
Tum ne daikha hi nahi abhi mera pathar hona!
Meri tabahiyon main tera haath hay
Lakin hum sub se keh rahay hain muqaddar ki baat hay!
Tootay howay kaanch ki tarah chakna choor hogiya
Kisi ko lag na jaoon isi liyay sub se door hogiya
Kahan se layin her roz ik niya dil
Tordnay waloon nay to tamasha bana rakha hay
Is daur ke insanoon main wafa dhoond rahay ho
Baray nadaan ho zehar ki sheshe main dawa dhoond rahay ho
Bohat mash-hoor theen kahaniyan meri ana ki
Bus phir--!! tujh se mohabbat ho gyee
Mohabbat hoti to sanbhal layta kisi tareeqay
Ishq tha wo mera is liyay wjood kha giya mera
Manzil ki inteha to koi batae aye faiyaz
Chala ja raha hu aur hasraten badhti ja rhi hain
Kub ka chor diya hum ne logon per yaqeen kerna
Mohabbat se jo bhi mila berbaad ker giya
Shiddat-e-ishq khair ho teri
Kaisay alam main laa ke chor diya
Meray hum-dard na bano
Dard se mer jao gay
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain