Damadam.pk
hina..._khan's posts | Damadam

hina..._khan's posts:

hina..._khan
 

Chahon tu bhi na mita paoonga tera naam dil se
Mitae woh lafz jatay hain jo ghalti se likhay hoon.r2

hina..._khan
 

Tum bhi achay tumhari wafa bhi achi
Buray tu hum hain jin ka dil nahi lagta tumharay bina

hina..._khan
 

Mujhay samjhaya na kero ke ab tu ho chuki mujh ko
Mohabbat mashwara hoti tu tum se pooch ker kertay

hina..._khan
 

Mohabbat qais ka daman mohabbat ashk laila ke
Mohabbat heer ki ahain mohabbat joog raanjhay ka

hina..._khan
 

Loog pathar ke butoon ko pooj ker bhi masoom rahay Faraz
Hum ne ik insaan ko chaha aur gunahgaar ho gye

hina..._khan
 

Baat wafaoon ki hoti tu kabhi na haartay
Baat naseeb ki thi kuch na ker sakay

hina..._khan
 

Ooqaat nahi thi zamane main, ke jo meri qeemat laga sakay
Kumbakhut ishq main kia kerain, muft main neelam ho gye

hina..._khan
 

Ye ajeeb khail hay ishq ka
Main ne aap daikha hay ye moajza
Woh jo lafz meray guman main thay
Woh teri zuban per a gye
Meri umar se na simat sakay
Meray dil main itne sawal thay
Teray paas jitnay jawab thay
Teri ik nigah main a gye

hina..._khan
 

.q1Her buraii ka ilzam mujh per hi aya
Kitna bura tha mera acha hona bhi

hina..._khan
 

Ae bint-e-Hawwa sanbhal ke rehna
Fraib hain ye mithaas lehje

hina..._khan
 

Meri neendain ujarne walay...
Ab teray khuwaab koon daikhay ga?.a2HinA
.a2

hina..._khan
 

Hum ne samaitay hain dard dunya ke
Tum se aik hum na sunbhalay gyee

hina..._khan
 

Mohabbat libaas nahi jo rooz badla jay
Mohabbat kafan hay pehan ker utara nahi jata

hina..._khan
 

Khud pukaray gi munzil tu thaher jaoon ga
Warna khud-dar musafir hoon guzar jaoon ga

hina..._khan
 

بات صرف تربیت کی ہے ورنہ۔_________۔🔥🔥 جو سن سکتا ہے وہ سنا بھی سکتا ہے.g5.g5 🔥🍁

hina..._khan
 

کیسے کہوں کہ اس دل کے لئے کتنے خاص ھو تم💕💞
فاصلے تو قدموں کے ہیں🌷 پر ہر وقت دل کے پاس ھو تم💕

hina..._khan
 

اتنی شدت سے میـــــری رگــــوں میں اتر گئے ہو تم
تمہیــں بھول جانے کے لیـــے مجھــے مــرنا ہــو گا
😔🙁

hina..._khan
 

ساڈا ہنس کے بولنا فطرت اے' ساڈہ غلط کردار نہ سمجھیں
^تیرے نال پیار حقیقتی اے سانو وقت گزار نہ سمجھیں

hina..._khan
 

ﺑﮕﮍﯼ ﮨﻮﺋﯽ ﺯﻧﺪﮔﯽ ﮐﯽ ﺍﺗﻨﯽ ﺳﯽ ﮐﮩﺎﻧﯽ ﮨﮯ. .q1ﮐﭽﮫ ﺑﭽﭙﻦ ﺳﮯ.ﻧﮑﻤﯽ ﺗﮭﯽ.ﮐﭽﮫ ﺩﻣﺎﺩﻡ ﮐﯽ ﻣﮩﺮﺑﺎﻧﯽ ﮨﮯ.b1.d1.a5.l5

hina..._khan
 

Yaad rahay ga ye door-e-hayat hum ko
Ke tersay thay zindagi main ik shakhs ke liyay.r2