khamoshi sy rona 😔
cheeh kar rony sy zyada takleef deta hai 💔
majboor nhi karty tumen bat karny par 😔
chahat hoti to dil tumara bi karta 😒😏
zindagi ny thaka diya 😢😢😢😢
warna jawani sy kon bezar hota 💔💘
pasandida shakhs ki laparwahi
insan ko zehni mareez bana deti hai 😓


main sab ko hasany wali larki
jab khuda sy apni baten karti hon
to ro parti hon 💔

Allah naraz hota kisi ko aesy
tarsaye jany sy 💔
jin nazron sy nazar andaz karty ho
uni nazron sy doondty reh jao gy jan 💔
jab us sy bat nahi hoti to
kisi sy bi bat karny ka dil nhi karta 💔
Rasool S.W.S Ny farmaya
tum qeyamt waly din unky sath ho gy
jis sy tum muhabat rakhty ho ❤
inshallah
zindagi ka sab sy udas lamha wo hota
jis k sath ap zindagi guzarna chahty hon wo kisi or ka ho jaye 💔💔💔💔💔
hamari bewafai par bi wo itna peyar karty hn💘
agar ham ba wafa hoty to kia hoty 😢

ankh bhar i hai dil ghabraya hai
💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔
eshq diwano ko kis mor py laya hai
💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔
zindagi kab ki khamosh ho gai 💘
dil to adtan darkta hai💔
kitna asaan hota hai kisi ko apna kehna
magar jab takdeer faisla sunati hai to roya bi nhi jata 💔
zindagi ki talash main ham
mout k kitny pas a gaye 💔

submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain