koi aesi hichki dy mola
jis main dil ki ragen toot jayen πππ
kahan jor payen gy ham darkano ko
k dil ki tarah ham bi tuty huye hn
πππππ
aj bht dukh ho raha haley zindagi parπ
kash hamny had main reh kar muhabat ki hoti π
jitni muhabat ho saki mainy ki
or hamesha krti rahon gi lekin
afsos
phir bi main haaar gai ππ
Gham ko sehny main bi qudrat ny maza rakha hai π
Ham kisi k liye tab tak zaroori hoty hain π
jab tak hamari jagah uny koi or nhi mil jata π
suba jab uthon to aek ansu zaroor hota
Teri yad ka teri khawab ka tery intazar ka
pata nhi kia bdla π
par pehly jesa ab kuch ni raha π
waqt bht gehry zaham deta π
kabhi kabhi muje duniya ka sab sy mushkik kamπ
muskarana lagta hai π₯Ί

talab itni k dilo jan main basa lon tumkoππ
naseeb aesa k didar bi mayasar nhi ππ₯
khush naseeb hain wo jo roz dekh to lety hn π₯
judai mout hoti haiππ
kabhi waqt mily to paton ka girna dekhna tum ππ
wesy bi ab to kuch sansen baki hain
thory sy din thori raten baki hain
πππ
jab har cheez ko chor e jana hai to ....
hasil kia ?
mehrumi kia ?
jeet kia ?
har kia ?
πππππ
phir sy chup karwao na maa β€
ab apki beti andar sy roti hai π₯π₯π₯
jab sansen mujsy roothny lagi π
wo qasam dal betha mujko jeeny ki π
Na tum jesa koi hai
Na tumary siva koi hai
sans leny sy kya hota hai yar π
main nahi manti k zinda hon main π’ππ
sab kuch mil jata is duniya main
bas wo hi nai milta jis sy muhabat ho π
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain