aj bht dukh ho raha haley zindagi par💘
kash hamny had main reh kar muhabat ki hoti 💔
jitni muhabat ho saki mainy ki
or hamesha krti rahon gi lekin
afsos
phir bi main haaar gai 💔💘
Gham ko sehny main bi qudrat ny maza rakha hai 💔
Ham kisi k liye tab tak zaroori hoty hain 💘
jab tak hamari jagah uny koi or nhi mil jata 💔
suba jab uthon to aek ansu zaroor hota
Teri yad ka teri khawab ka tery intazar ka
pata nhi kia bdla 💘
par pehly jesa ab kuch ni raha 💔
waqt bht gehry zaham deta 💔
kabhi kabhi muje duniya ka sab sy mushkik kam😒
muskarana lagta hai 🥺
talab itni k dilo jan main basa lon tumko💔💘
naseeb aesa k didar bi mayasar nhi 💔😥
khush naseeb hain wo jo roz dekh to lety hn 😥
judai mout hoti hai💔💔
kabhi waqt mily to paton ka girna dekhna tum 💔💔
wesy bi ab to kuch sansen baki hain
thory sy din thori raten baki hain
💔💔💔
jab har cheez ko chor e jana hai to ....
hasil kia ?
mehrumi kia ?
jeet kia ?
har kia ?
💔💔💔💔💔
phir sy chup karwao na maa ❤
ab apki beti andar sy roti hai 😥😥😥
jab sansen mujsy roothny lagi 💔
wo qasam dal betha mujko jeeny ki 😔
Na tum jesa koi hai
Na tumary siva koi hai
sans leny sy kya hota hai yar 😒
main nahi manti k zinda hon main 😢💔💘
sab kuch mil jata is duniya main
bas wo hi nai milta jis sy muhabat ho 💔
ahista ahista hatam ho jayen gy
gham na sahi ..ham hi sahi 💔
jin sy dil jur jayen 💗
unky bina dil nhi lagta 😥
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain