ye bi sach hai tum bewafa nhi ye bi sach hai ham bewafa nahi ye bi sach hai chahat main mili hain ye dooriyan is dil k aesy tukry π na hoty kaaaash ap hamary hoty π₯
khona or pana muhabat nahi π muhabat to bas muhabat hoti haiβ£ puchna kabhi un sy jin ko muhabat nahi mili π muhabat ka nam sunty hi β£ unki ankhon sy ansu a jaty hn π
kabhi to milen gy kahin to milen gy ham milen gy sach or jab ham milen gy tab tumary liye main or mery liye tum upar waly k tofy sy kam nhi ho ga inshallah kabhi to milen gy π