be basi to dekhiye hamari ham chah kar bi rabta nahi kar sakty ππ₯π’π₯
Main intazar ki akhri had tak hon
or intazar ki akhri had mout hai ππ₯π₯
jin ka milna muqadar m na ho π’
unsy muhabat kamal ki hoti hai ππ₯
Teri tasveer sy gila hai
ye mujsy bat qun nhi karti
ayaaaaan i miss u jan
larkiyan kabhi haarti nahi haraya jata hai
log kia kahen gy ye keh k chup karaya jata hai π
rabty m ab zra ezafa ki jiye
yadon sy ab guzara nhi hota
chahny waly b bary naseeb sy milty hn
Tum ye tasleeem karo gyπ
mery bichar jany k bad π₯π
duniya m sasta tareen khelona insan ka dil hai
jis sy khel kar tor diya jata ππ₯
sab kendy ny ooo badal gaye
o bewafa ny ππ₯
kash is post py mainy msg na kia hota kash π’π₯
jis k muntazir thyπ
usky elawa sab ny eid mubarak kaha π
Ham jesy log wafayen nibhah kar bi
mehroom reh jaty hn ππ₯
kisi ko itna na satao k
wo zindagi ki bazi haar jaye π
jis din muhabat hue thi tumsy
us din mout a jati to behtar tha ππ₯
ajeeb si khawaiysh hai
wo muje toot k chahy
or main bewafa niklon π
suno wo mera dil tha π₯
jo tuta tha π
teri berukhi syπ
muje pata tha duniya tumen masroof kar dy gi π
tum mery bagair jeeny lago gy ππ₯π₯π
bewafa shuru tum ny kia tha
nibah ham rahy hn π₯
jab main laash ban jaon giπ₯
jan tumary liye kash ban jaon gi ππ₯
Ho bi sakta ye safar akhri ho mera π₯
Ho bi sakta phir na dekh pao hamen π

submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain