jis k muntazir thyπ
usky elawa sab ny eid mubarak kaha π
Ham jesy log wafayen nibhah kar bi
mehroom reh jaty hn ππ₯
kisi ko itna na satao k
wo zindagi ki bazi haar jaye π
jis din muhabat hue thi tumsy
us din mout a jati to behtar tha ππ₯
ajeeb si khawaiysh hai
wo muje toot k chahy
or main bewafa niklon π
suno wo mera dil tha π₯
jo tuta tha π
teri berukhi syπ
muje pata tha duniya tumen masroof kar dy gi π
tum mery bagair jeeny lago gy ππ₯π₯π
bewafa shuru tum ny kia tha
nibah ham rahy hn π₯
jab main laash ban jaon giπ₯
jan tumary liye kash ban jaon gi ππ₯
Ho bi sakta ye safar akhri ho mera π₯
Ho bi sakta phir na dekh pao hamen π

aj bht dukh ho raha hai π₯ππ₯
k kash had m reh k muhabat ki hoti ππ
zindagi bht kuch dy kar bi
kisi na kisi k liye fakeer banaye rakhti hai π₯ππ₯
jis din main mar gai na π₯
us din tum apny waqat ka achar dal lena ππ
ham bany thy tabah hony koπ₯π₯
tera milna to ik bahana tha π
ππ₯π₯ i miss u jan
or ab muje aehsas ho gaya k
tery mery darmeyan fasla chand tak ka hai π

Tumara badlna tumen mubarak ho
ham badly to muhabat badnam ho jaye gi
Muhabat k pichy diwany chaly aty hn
shama k pichy parwany chaly aty hn
tum bi chaly ana meri mout parπ
qun k is din begany b chaly aty hn πππ₯
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain