aj bht dukh ho raha hai π₯ππ₯
k kash had m reh k muhabat ki hoti ππ
zindagi bht kuch dy kar bi
kisi na kisi k liye fakeer banaye rakhti hai π₯ππ₯
jis din main mar gai na π₯
us din tum apny waqat ka achar dal lena ππ
ham bany thy tabah hony koπ₯π₯
tera milna to ik bahana tha π
ππ₯π₯ i miss u jan
or ab muje aehsas ho gaya k
tery mery darmeyan fasla chand tak ka hai π
Tumara badlna tumen mubarak ho
ham badly to muhabat badnam ho jaye gi
Muhabat k pichy diwany chaly aty hn
shama k pichy parwany chaly aty hn
tum bi chaly ana meri mout parπ
qun k is din begany b chaly aty hn πππ₯
urty huye parindon ko koi qaid nahi kar sakta
jo apny hoty hn khud e lout aty hnπ
shok sy badlo magar itna yad rakhnaπ
jab ham badly to karwaten badalty reh jao gy ππ₯
waqat ki tarah tha wo
jo kabhi mila e nahi π
itny anmol to nahi magar hamari qadar yad rakhna π
shayad hamary bad koi ham jesa na mily π
wallah kia manzar ho ga
meri mayiyat
tumary ansu
jald e apko mehsoos ho ga
mera hona kia tha
or na hona kia haiπ
jab ham kisi sy b_e_pana peyar karty hn naπ
or hamen wo importance nahi milti
jo milni chaye π₯
phir dil toot jata π
khud ko khony ka pata hi nai chalaπ
kisi ko pany ki yon intaha kar diππ₯π
kabhi khud ko meri jagah rakh k dekh
tuje taras na aye to kehna π₯
Guzar jaye to lamha
guzaarna pary to mudat π₯
ππππππ₯π₯π₯π₯
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain