kisi ka masalsal sabar azmana b gunah haiπ₯π
Rishty harab kar deti hai khamoshi
aek doosry sy bol kar lar liya karo
mery janazy par tum bi anaπ₯
main apny janazy py ronak chahti hon π₯
chalo mana tumari adat hai tarpana
agar main mar gai to ?ππ₯π
mery marny par lakh royen gy
mery rony py kon marta ?π’
Tu muj sy doori bharany ka shok pura karπ
Meri bi zid hai har dua main tujy mangu gi π
intazar karna lakh mushkil sahi
lekin dard deta hai yon uska ignore karna ππ₯
Haal mera agar puch bi ly tu
thk hon main bas yahi to kehna hai π₯
Dard deti hai teri khamoshi π
Maar deta hai tera yon behabar rehna π₯
chup chap dafan ho jaon gi apny shehar main ππ₯
wo kahan a paye ga itni door sy π₯
muje lagta mery khawab adhury reh jayen gy π£
muje lagta meri mout jawani m ho gi π₯π
ayan ap door reh kar bi dil k pas ho π
us din sakoon sa nahi hota
jis din apsy bat na ho jan
kabhi pathar sy lakiren b mita karti hain kia
mery dil sy tera naam mitany waly bi pagal hain
love u so much π A
usny ansu bi mery dekhy thy
usny phir bi kaha jana hai ππ₯
kuch par k bakhsh dena
agar kabhi yad ayen ham
bewafa π
jitni bi koshish kar lo
chor jany waly chor e jaty hn
jesy k ap
bewafa π
koi mar jaye to sabar a jata hai
jab koi bichar jaye to to qun nahi ata
kesy kar lety ho berukhiyan ?
Dil nahi dukhta tumara ?ππ₯
khud ko chor gaya muj main ππ₯
ye jana bi koi jana hua ππ₯
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain