Mera ladla tha wo ay qismat
jisy tu mujsy door ly gai π₯π
kitna mushkil hota hai
us shakhs ko manaana
jo naraz bi na ho
or bat bi na kary π₯π
intazar!!!!!!!
intazar aek aziyat hai
phir chahy hath m pakry mobile py kisi k msg ka ho
chokhat py bethy kisi k lout any ka ho
ya zindagi sy haar kar mout ka ho
intazar bas aziyat hai
Na wo log rahy π₯
Na wo shoq rahy π
wallah kia manzar ho ga
jab doctors kahen gy
sorry!!! he is no more π€
agar tu khush hai mujsy door reh kar
to khuda kary tu muje kabhi na mileπ₯π
Dil sy nikalo to manu
chor jana to koi kamal nahi
A ππ₯
Tumny samja hi nahi
na hi samjna chaha
ham chahty hi kia thy
tujsy tery siwa π
Main badla nahi lon gi tumsy π₯
koshish karon gi badal jaon gi π
Tum meri zindagi ki wo kami ho
jo zindagi bhar rahy gi ππ₯
main aek din mar jaon gi π
tumen lagy ga m offline hon π’ππ₯
insan jab sabar karna seekh jata hai to
koi bi cheez usy tor nahi sakti
Bichar k tujy mujsy jeena acha lagta haiπ
ja khush reh π
muje bi tera khush rehna acha lagta hai
π₯
beqadri to honi thi
har waqt mayasar jo thy π₯
kafan utha kar bar bar dekho gy π₯
tumen mery marny ka yakeen nahi aye ga π
Aek bat bolon
is duniya main har ik wo insan akela hai
jis ny sachi muhabat ki ho
jahan dil bhar jata
wahan Bahany mil e jaty hain
beawaf A π
Pata nahi kis kis ki badua lagi
ππππππππππππππππππ
akhir wo shakhs ham sy bichar gaya ππππππππππππππππππ
qun tuje pata nahi chlta
k mera tery bina jee nahi lagta π₯π₯π₯
bethy hn isi soch main
k pehly ap ayen gy ya mout ππ₯
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain