Na wo log rahy 🥀
Na wo shoq rahy 💔
wallah kia manzar ho ga
jab doctors kahen gy
sorry!!! he is no more 🤗
agar tu khush hai mujsy door reh kar
to khuda kary tu muje kabhi na mile😥💔
Dil sy nikalo to manu
chor jana to koi kamal nahi
A 💔🥀
Tumny samja hi nahi
na hi samjna chaha
ham chahty hi kia thy
tujsy tery siwa 💔
Main badla nahi lon gi tumsy 🥀
koshish karon gi badal jaon gi 💔
Tum meri zindagi ki wo kami ho
jo zindagi bhar rahy gi 💔🥀
main aek din mar jaon gi 💔
tumen lagy ga m offline hon 😢💔🥀
insan jab sabar karna seekh jata hai to
koi bi cheez usy tor nahi sakti
Bichar k tujy mujsy jeena acha lagta hai💔
ja khush reh 😊
muje bi tera khush rehna acha lagta hai
🥀
beqadri to honi thi
har waqt mayasar jo thy 🥀
kafan utha kar bar bar dekho gy 🥀
tumen mery marny ka yakeen nahi aye ga 💔
Aek bat bolon
is duniya main har ik wo insan akela hai
jis ny sachi muhabat ki ho
jahan dil bhar jata
wahan Bahany mil e jaty hain
beawaf A 💔
Pata nahi kis kis ki badua lagi
💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔
akhir wo shakhs ham sy bichar gaya 💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔💔
qun tuje pata nahi chlta
k mera tery bina jee nahi lagta 😥😥😥
bethy hn isi soch main
k pehly ap ayen gy ya mout 💔🥀
sary wadon ka bharam pal main wo tor gaya
gham k jis mor py la ky wo muje chor gaya
main usi mor ki dehleez py so jaon gi
umar bhar us k liye ajnabi ho jaon gi
Bhool k bi na bhula paon main tujy hamdam💔
Har ghari bas tera kheyal rahy 😔
becheni hai sanso main
dard utha ha seeny main
bichar k apny dilbar sy
kia kia dard jagata hai
wo larka bht yad ata hai
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain