Bayaan jaana inaayat kun to molana-e-rumi ra,
Ghulam-e-shams tabrezam qalandar war mi gardam.
Gahe khandam gahe giriyam gahe uftam gahe khezam,
Maseeha dar dilam paida wa mann beemaar mi gardan.
Sharaab-e-shouq mi nousham bagird-e-yaar mi gardam,
Sukhan mastana mi goyam bhale hushyaar mi gardam.
Khudaya reham kun bar mann preeshaan waar mii gardam,
Khataa kaaram gunah gaaram bahaal e zaar mii gardam.
Na man behooda girde koocha o bazaar mii gardam
Mazak e ashqi daram pae didar mii gardam
Tumhi se hai hasrat tumhi se hai armaan
Na hasrat hi hoga na armaan hoga
tumhara teer e nazar dil ke paar ho ke raha
dil ne dam bhi na maara shikaar ho ke raha
Tumhare He Hone Se Abad Hai Dil
Tumhe Jab Na Hogaye To Veeran Hoga
Kuch to ho rha hy boht ghalat
Kuch to hui bt hy
Kharuch rha hu zakham apny
Dil muhaly mn lagi aag hy.
MY POETRY;
Jod lagte gaye fasaane mein
Raaz khulte gaye chhupaane mein
Roothne ka sabab tum jaano
Ham to masroof hain manaane mein
Tune tinke samajh ke phoonk diya
Neri duniya thi aashiyaane mein
Tumhare He Hone Se Abad Hai Dil
Tumhe Jab Na Hogaye To Veeran
Nahi gar hifaazat ka saamaan koi
To furqat mein kyun ho pareshan koi
Nahi jiska 'Bedam' nigehbaan koi
toh Allah uska nigahbaan hoga
Chaaragar puchty hain udasi ka sabab,
Chaarro orr ky asbab se waqif hokr,
Jata'ty hain unhy ahsas hy,
Halaky unhy koi ahsas nahi,
MY POETRY;
Dil ki basti ajeeb basti hy
Roz ujarti hy roz basti hy,
Bheega hy tan badan udasi mn,
Kismat ne ki esi barsaat hy,
Guzar gai wo raaten bhi,
Bina kiye tumse baten bhi,
Kya yahi suna tha sheron mn,
Kya issi ko kahte Firaaq hn.
MY POETRY
Apne bhi pesh aye humse ajnabi
Waqt ki sazish koi samjha nahi
Mujhe raat pasand hy,
Raat ki har baat pasand hy,
Jaag kar yaadon main khona,
Khud se he hum kalam hona,
Haan mujhe raat pasand hy,
Raat ki har baat pasand hy.
MY POETRY;
Tanhai mn halat e dill kharab hogai.
Mn sony laga to neend bhi heraan ho gai,
Unki mahfil to rahi sada abaad,
Meri to tanhai bhi veraan hogai,
Mne kbhi na ki phr unse shikayat,
Ye dekh kr wo preshaan hogai.
MY POETRY
Bura Banda Labhan Turya,
Bura Na Labhiya Koi,
Apny ndar Jhaati Maari,
Main Thoo Bura Na Koi.
meri aql-o-hosh ki sab haalatein
tumne saanchein mein junoon mein dhaal di
kar liya tha maine ahd-e-tark-e-ishq
tumne phir baahein gale mein daal di
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain