Damadam.pk
nig_33's posts | Damadam

nig_33's posts:

nig_33
 

saal'haa'saal aur ek lamha
koi bhi toh na inn mein bal aaya
khud hi ek dar pe maine dastak di
khud hi ladkaa sa main nikal aaya

nig_33
 

hai muhabbat, hayaat ki lazzat
varna kuch lazzat-e-hayat nahin
kya ijazat hai, ek baat kahun
vo….magar khair koi baat nahin

nig_33
 

main ne ye kb kaha tha mohabbat main hy najat
main ne ye kb kaha tha ky wafaadar he raho

nig_33
 

gila hy ek gali se shaher e dil ki
main larta phr raha hun shahr bhar se

nig_33
 

tum bano rang tum bano khushboo
hum to apny sukhan main dhalty hain

nig_33
 

hai ajab faisle ka sahra bhi
chal na pariye to paaun jalte hain
ho raha huun main kis tarah barbad
dekhne vaale haath malte hain

nig_33
 

Kya taqaluf kren ye kahne main
Jo bhi khush hy hum us se jalty hain

nig_33
 

Main usi tarha toh bahalta hu yaaro,
Or sab jis tarha bahalty hain,
Wo hy jaan ab har ek mahfil ki,
Hum bhi ab ghar se kam nikalty hen

nig_33
 

kitne zaalim hain jo ye kehte hain
torr lo phool, phool choro mat
baaghbaan ! ham toh iss khayal ke hain
dekh lo phool, phool toro mat

nig_33
 

Rog Dushman Ko Bhi Ya Rab Na Lagana Dil Ka

nig_33
 

Zakhm pe zakhm kha ke ji Apne lahoo ke ghont pi
Aah na kar labon ko si Ishq hai dillagi nahin

nig_33
 

Kiya Khabar Thi Ke Ishq Ke Haathon Aisi Halat Tabha Hothi Hai
Baat Karta Hoon Dum Ulajta Hy Sans Leta Hoon Ah Hoti Hai

nig_33
 

Dil Laga Kar Pata chala Dil Ko Ashiqi dillagi nahi hoti

nig_33
 

Na suna usne tawajo se fasana dil ka
umer guzri hy magar dard na jana dil ka

nig_33
 

Unke Andaz-e-Karam Unpe Woh Aana Dil Ka

nig_33
 

Teri Ulfat ka Pehra lag hai Sanam
Kon aayege mere kheyalaat mein

nig_33
 

Rutt hai barsaat ki dekho zid mat karo
Raat hai anderi hai baadal hain chahye huye
Ruk bhi jaao Sanam tum ko meri kasam
Abh kaha jaoge aisi barsaat mein

nig_33
 

Chut Jaaye Zamana Koi Gham Nahi
Haath tera rahay bas mere haath mein

nig_33
 

Haan! Achi Surat Ko Sawarne Ki Zarurat Kya Hai, Sadgi Mein Bhi Qayamat Ki Adaa Hoti Hai,...

nig_33
 

kharunch deta hu zakham apny.
jb bhi aram ane lgta hy,
yaad ane lgti hy unki.
jb bhi aram ane lgta hy,
wafaa ko kitna badnam kia hy bewafao ne.
jb bhi bt hoti hy wafaa ki to rony lgta hu,
dil dabo ta hu chashm e saqi mn.
may ko may mn milane lgta hu,
smj aya ab kyu kaha jata hy kuto ko wafaadar.
harr gali kunchy mn wafaadar ko wafaa banty dekhta hu,
dekhta hu ky sab dekh lia zindage mn.
ek nazr or dekhta hu to dekh nhi pata hu,
laya hu dawa baazar se ki dard kam hoga.
laga ky sota hu sukoon se dar jata,
likhta or shayr is shairi ky.
log kahi shair na samj len to dar jata hu,
wafaa ne kia hy khafa itna saqi.
ki ab sachy pyar se bhi dar jata hu,