Kise poochun, hai aisa kyun Bezubaan sa, ye jahaan hai Khushi ke pal, kahan dhoondhooN Benishan sa, waqt bhi yahan hai
Kya us gali mein kabhi tera jaana hua Jahaan se zamaane ko guzre zamaana hua Mera samay to waheen pe hai thehra hua Bataaun tumhe kya mere saath kya kya hua
Khamoshiyaan aawaaz hain Tum sun-ne to aao kabhi
Baarish ki boondon ki hoti kahaan hai zubaan Sulagte dilon mein hai khaamosh uth-ta dhuaan
un ke dekhe se jo aa jaatī hai muñh par raunaq vo samajhte haiñ ki bīmār kā haal achā hai
hazāroñ kaam mohabbat meñ haiñ maze ke 'dāġh' jo log kuchh nahīñ karte kamāl karte haiñ
vo jhuuT bol rahā thā baḌe salīqe se maiñ e'tibār na kartā to aur kyā kartā
maut kā ek din muayyan hai niind kyuuñ raat bhar nahīñ aatī
kyuuñ na chīḳhūñ ki yaad karte haiñ merī āvāz gar nahīñ aatī