Apni auqaat say bari baat ... Aur chadar say ziyada pawon nahi pehlanay chaye.... Jo bolo souch k... jo kero hesab say 😊😊😊
Larkiyo !!! Line main lag jao sub... 🤰🤰🤰🤰🤰
Payaars aa gya ha 😎😎😎
Kabi soucha he nahi k tum kya ho....
Yeh dil ka ha mamla yeh dil he janay 😍
Dil kehta ha chal un say mil... uthtay hain qadam ruk jatay hsin 😍
Acha jee chalta hun main... 😊😊😊
Tum dil ke dharkan main ... rehtay ho... rehtay ho.....
Phir Girls hostel main rehnay ke kya zarorat 😂😁
Hum wahan nahi jatay.... wo yahan nahi atay.... Kise yeh kashmakash ha Khuda janay. 😍
Insan samaj k howay tuj say hum-kalam....
Werna ja teri auqaat kya ha 😂😁
Fursat ha tab he to tuje yaad kertay hain....
Werna yeh ghum to kabi kabi khud ko he bula detay hain 🤤🤤🤤
Teri meri kahani ... upper say jawani ... phir kahan neend ha ani 😊
Sansain taiz... dharkan b taiz...
Kisa ajeeb jhonka hawa ka guzra ha 😍😘